SEARCH RESULTS
Showing search results for "dhunte"
Nazm MATCHES FOR "dhunte"
Nazm
zindagi tere nakaam logon ne
dil ke paagal suro.n par udaasii ke hii giit sunte rahe
sar ko dhunte rahe
Shaziya Mufti
Nazm
jawab-e-shikwa
ko.ii qaabil ho to ham shaan-e-ka.ii dete hai.n
Dhuu.nDne vaalo.n ko duniyaa bhii na.ii dete hai.n
Allama Iqbal
Nazm
itna malum hai!
us ne har samt mujhe aan ke Dhuu.nDaa hogaa
naam bhuule se jo meraa kahii.n aayaa hogaa
Parveen Shakir
Nazm
ek aarzu
shorish se bhaagtaa huu.n dil Dhuu.nDtaa hai meraa
aisaa sukuut jis par taqriir bhii fidaa ho
Allama Iqbal
Nazm
aaKHiri mulaqat
mai.n KHud na jinhe.n pahchaan sakuu.n
kuchh itne dhu.ndle saa.e hai.n
Jan Nisar Akhtar
Nazm
do ishq
kyaa kyaa na dil-e-zaar ne Dhuu.nDii hai.n panaahe.n
aa.nkho.n se lagaayaa hai kabhii dast-e-sabaa ko
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mata-e-ghair
Dhuu.nDtii rahtii hai.n taKH.iil kii baa.nhe.n tujh ko
sard raato.n kii sulagtii hu.ii tanhaa.ii me.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
shishon ka masiha koi nahin
is kaar-gah-e-hastii me.n jahaa.n
ye saaGar shiishe Dhalte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ye bachcha kis ka bachcha hai
(haa.n duudh yahaa.n bahteraa hai)
is bachche kaa ko.ii tan Dhaa.nke
Ibn e Insha
Nazm
teri aawaz
Dhuu.nDh le.ngii mirii tarsii hu.ii nazre.n tujh ko
naGma o sher kii umDii hu.ii barsaato.n me.n