SEARCH RESULTS
Showing search results for "dil-e-KHush-fahm"
Nazm MATCHES FOR "dil-e-KHush-fahm"
Nazm
ye kaun aaya
KHvaabo.n ke gulistaa.n kii KHush-buu-e-dil-aaraa hai
yaa sub.h-e-tamannaa ke maathe kaa sitaaraa hai
Ibn-e-Insha
Nazm
urdu zaban
is ko kahte hai.n sab dil-kash-o-KHush-bayaa.n
merii urdu zabaa.n faKHr-e-hindostaa.n
Bano Tahira Sayeed
Nazm
pop ki muafi
ghisaTte chale aa.e hai.n re.ngte re.ngte
taqaddus ko apnii mu.aafii kii KHairaat dene ke KHush-fahm
Faisal Azeem
Nazm
kashmir
kyaa sabza-e-KHush-rang hai sarmaaya-e-'ishrat
dil ke liye ThanDak hai jigar ke liye farhat
Chakbast Braj Narayan
Nazm
hawa ke hath par KHushbu
ridaa-e-dil-nashii.n shab kii
fazaa-e-KHush-gumaanii me.n
Hina Ambareen Tariq
Nazm
ek alamat
kuchh to hai vaj.h-e-dil-aazaarii-o-aaha.ng-o-satez
varna ye tab-e-KHush-aKHlaaq-o-kam-aamez bhii hai
Mustafa Zaidi
Nazm
meri zindagi ke do ruKH
kab tak tirii talaash dil-e-mehrbaa.n kahii.n
KHush kar na tuu kisii ko qasiide sunaa sunaa
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Nazm
tashwish
zehn-o-dil se yahaa.n baa.njh logo.n me.n ab
ahl-e-afkaar kaa baa.nkpan jurm hai