SEARCH RESULTS
Showing search results for "dolte"
Nazm MATCHES FOR "dolte"
Nazm
autograph
Dhalakte aa.nchalo.n se be-KHabar hasiin la.Dkiyaa.n
muhiib phaaTako.n ke Dolte quarter chiiKH uThe
Majeed Amjad
Nazm
dusra tajraba
har daa.ere me.n khilte hu.e phuul kii phaban
aa.nkho.n me.n Dolte hu.e nashshe kii kaifiyat
Himayat Ali Shayar
Nazm
janm din
yaa phir dono.n kii zabaane.n judaa judaa
haalaat kii kashtii me.n Dolte jaate hai.n
Mazhar Mehdi
Nazm
hamare din guzar gae
badan kaa KHam zamiin par utaarte hu.e za.iif laaThiyo.n pe Dolte
KHamiida sar nahii.n rahe
Iliyas Babar Aawan
Nazm
be-KHabari
nik.hat-e-abr-o-baad kii mastii me.n Dolte the ghar
saaf dikhaa.ii dete the
Jameel ur Rahman
Nazm
raushni ki talash
dahakte phuul kajlaa.ii bahaare.n
KHalaa me.n Dolte hai.n dukh ke saa.e
Riyaz Anwar
Nazm
tum bilkul hum jaise nikle
ab jis nark me.n jaa.o vahaa.n se
chiTThii-viTThii Daalte rahnaa
Fahmida Riaz
Nazm
tazad
yaziid kaaKH-e-kasaafat kii Doltii buniyaad
husain husn kii hairat-saraa banaataa hai
Ghulam Mohammad Qasir
Nazm
teri yaadon se kya nahin sikha
kaa.nptii Doltii sadaa.o.n ko
chup kii chaadar se Dhaa.np kar rakhnaa
Wasi Shah
Nazm
KHuda KHamosh hai
a.nkh.Diyo.n ko raushnii de de.n
sa.Dak par Doltii parchhaa.iyo.n ko
Nida Fazli
Nazm
shairi sach bolti hai
mai.n ne dekhaa hai ki jab mirii zabaa.n Doltii hai
shaa.irii sach boltii hai
Qateel Shifai
Nazm
pand-nama
merii gardan me.n bhar ke chand aahe.n
paa.nv se Daalte the vo baa.nhe.n