SEARCH RESULTS
Showing search results for "dr aslam jamshedpuri"
Nazm MATCHES FOR "dr aslam jamshedpuri"
Nazm
alwidai mulaqat ke baad
do-aalam kii saarii udaasii ko
apne badan me.n sameTaa to sochaa
Adnan Mohsin
Nazm
ustad hamare
asraar-e-do-aalam se ye pardo.n ko uThaa.e.n
so.ii hu.ii qaumo.n me.n ye himmat ko jagaa.e.n
Mohammad Asadullah
Nazm
tariq ki dua
simaT kar pahaa.D un kii haibat se raa.ii
do-aalam se kartii hai begaana dil ko
Allama Iqbal
Nazm
eid ki KHaridari
KHudaavand-e-do-aalam se vo ye bevpaar karte hai.n
jo rakkhaa hii nahii.n roza use iftaar karte hai.n
Syed Mohammad Jafri
Nazm
hindostan
ye kah ke kis ne qalb-e-do-aalam hilaa diyaa
shaitaa.n laraz uThaa to malak muskuraa diyaa
Shatir Hakeemi
Nazm
aazar
ek saaya miT gayaa husn-e-do-aalam kho gayaa
aaj vo saaya bhii kis andaaz se raqsaa.n hu.aa
Anjum Azmi
Nazm
be-jurat-e-rindana har ishq hai rubahi
duniyaa hai rivaayaatii 'uqbaa hai munaajaatii
dar-baaz do-'aalam-raa iin ast shahanshaahii
Allama Iqbal
Nazm
jamuna
aah o ra.ngii.n-adaa o dillii vaalii naaznii.n
o do-aalam ke hasiino.n se niraalii naaznii.n
Suroor Jahanabadi
Nazm
nazr-e-tagore
hindostaa.n ko de ke do-aalam kii azmate.n
tuu be-navaa faqiir saa gaataa chalaa gayaa
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Nazm
bachchon ki dua
haq kaa daaman na chhuTe jhuuT se mai.n duur rahuu.n
mujh ko sarkaar-e-do-aalam kii itaa.at de de
Saeed Ahmad Saeed Kadwi
Nazm
mearaj-e-nazar
nazre.n hai.n mirii markaz-e-anvaar pe qaa.em
taKHliiq-e-do-aalam kii binaa dekh rahaa huu.n
Nakhshab Jaarchawi
Nazm
baba guru-nanak dev
mehr-e-taabaa.n ne do-aalam me.n ujaalaa kar diyaa
aadmii ne aadmii kaa bol-baalaa kar diyaa
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Nazm
mere dil ke TuTe sitare ko tumne
rag-o-pai me.n gul-ra.ng sail-e-ravaa.n ko
do-aalam se yaksar gurezaa.n banaayaa