SEARCH RESULTS
Showing search results for "dukhtar"
Nazm MATCHES FOR "dukhtar"
Nazm
masjid-e-qurtuba
saada o pur-soz hai duKHtar-e-dahqaa.n kaa giit
kashtii-e-dil ke liye sail hai ahd-e-shabaab
Allama Iqbal
Nazm
nur-jahan ke mazar par
pahlu-e-shaah me.n ye duKHtar-e-jamhuur kii qabr
kitne gum-gashta fasaano.n kaa pata detii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
nura
vo firdaus-e-maryam kaa ik Guncha-e-tar
vo tasliis kii duKHtar-e-nek-aKHtar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
aurat
aasaan banaatii hai du.aa se rah-e-dushvaar
apne Gam-o-aalaam kaa kartii nahii.n iz.haar
Rahbar Jaunpuri
Nazm
KHatun-e-mashriq
muzhda-baad ai asia kii duKHtar-e-paakiiza-tar
aa.nch aa.egii na tere madaraana zauq par
Josh Malihabadi
Nazm
ek naghma karbala-e-beirut ke liye
har Gaazii rashk-e-askandar
har duKHtar ham-sar-e-lailaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
guDDe miyan ki shadi
qaazii jii nikaah pa.Dhaate hai.n
musammaat-e-gul duKHtar-e-shaiKH 'KHaar'
Akhgar Mushtaq Raheem Aabadi
Nazm
sham-e-rah-guzar
vaa.e tuufaan-e-siina-e-siimii.n
duKHtar-e-kohsaar guzrii hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
holi
har ik hai be-KHud-o-sarshaar mast-o-diivaana
baGair-e-duKHtar-e-raz hai KHumaar holii me.n
Zareef Dehlvi
Nazm
ek gharib laDki ka KHwab
is se zyaada kare bhii kyaa takraar
ek muflis kii duKHtar-e-laachaar
Khaleequzzaman Nusrat
Nazm
sahab-e-KHanqah se
har phuul me.n hai duKHtar-e-irfaa.n khulaa hu.aa
rangiinii-e-bahaar ba-qadr-e-bahaar dekh
Jauhar Nizami
Nazm
night school
arsa-e-dahr se ik KHvaab-shikan ko thaame
chashm-e-duKHtar ko ujaalo.n kaa ye tohfa dene
Ishrat moin Seemaa
Nazm
raqib se!
aajizii siikhii Gariibo.n kii himaayat siikhii
yaas-o-hirmaan ke dukh-dard ke ma.anii siikhe