SEARCH RESULTS
Showing search results for "durre..."
Nazm MATCHES FOR "durre..."
Nazm
aurat
sharaf me.n ba.Dh ke surayyaa se musht-e-KHaak us kii
ki har sharaf hai isii darj kaa dur-e-maknuu.n
Allama Iqbal
Nazm
paigham eid
zarra zarra hai jamaal-e-dur-e-KHush-aab liye
eid aa.ii hai mohabbat kaa nayaa baab liye
Hafeez Banarasi
Nazm
madam
sehr o ejaaz liye jumbish-e-mizhgaan-e-daraaz
KHanda-e-shoKh jamaal-e-dur-e-KHush-aab liye
Asrarul Haq Majaz
Nazm
waqt-e-murawwat
sar-e-niyaaz se zaahir hu.aa tabassum-e-naaz
butuun-e-KHaak se paidaa hu.aa dur-e-maqsuud
Josh Malihabadi
Nazm
ai subh-e-watan
siipii kii ruu-pahlii jholii me.n hai.n aaj hazaaro.n durr-e-adan
ai sub.h-e-vatan ai sub.h-e-vatan
Saghar Nizami
Nazm
sham-e-rah-guzar
saaGar o saaz duur hii rakhiye
varna yuu.n bhii bahaar guzrii hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
jamuna
Gul na kar aahista aahista ho ai jamunaa ravaa.n
taaj-e-ismat kaa yahaa.n har ik dur-e-yaktaa nihaa.n
Suroor Jahanabadi
Nazm
aatish-e-KHamosh
yuu.n tere dil-e-saaf me.n ishraaq-e-mohabbat
jis tarah ki lau sub.h ko de durr-e-nayaa-gosh
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Nazm
nara-e-urdu
KHuun-e-dil se dur-e-shahvaar kiye hai.n paidaa
mai.n ne har ahd mai.n fankaar kiye hai.n paidaa
Izhaar Malihabadi
Nazm
mere logo! main Khaali hath aaya hun
kirne.n!
dur-e-mahtaab se niklii hu.ii kuchh mustarad kirne.n
Zahid Masood
Nazm
taKHliq
piiTho.n pe havaa-e-shamsii maartii hai durre...
duurii harakat me.n aate hai.n saakit kurre
Asif Raza
Nazm
nuqush-e-fikr-o-‘amal
dariyaa-e-tabii'at ko ravaa.n ham ne kiyaa hai
durr-e-haa-e-ma'aanii ko 'ayaa.n ham ne kiyaa hai
Inam Thanvi
Nazm
shair ki iltija
ataa kar lafz-o-ma.anii ke javaahar
dur-e-naayaab laa-saanii guhar de
Fazlurrahman
Nazm
mashwara
yuu.n kha.De duur se kyaa takte ho
bahr kii tah me.n nihaa.n hai.n motii
Rahmat Amrohvi
Nazm
zindagani ka KHala
fan kii devii ne bhii barsaa.ii sharaab
vaqt kii mauj ne phe.nke dur-e-naab