SEARCH RESULTS
Showing search results for "durre..."
Ghazal MATCHES FOR "durre..."
Ghazal
mai.n ne paayaa hai ise ashk-e-sahar-gaahii me.n
jis dur-e-naab se KHaalii hai sadaf kii aaGosh
Allama Iqbal
Ghazal
nigaaho.n se saaqii ne sahbaa-e-ulfat
sitam ye hai taa-duur-e-saanii luTaa dii
Behzad Lakhnavi
Ghazal
ko.ii gayaa dar-e-jaanaa.n pe ham hu.e paamaal
hamaaraa sar na hu.aa sa.ng-e-aastaana hu.aa
Ameer Minai
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
jo bahr-e-Gam me.n giraa haath dho ke jiine se
usii ke haath bhii aayaa dur-e-yagaana-e-ishq
Jaleel Manikpuri
Ghazal
dil me.n to un kii aab ko.ii dekhtaa na thaa
durr-e-samiin the jo dar-chashm se mile
Sameena Raja
Ghazal
KHayaal-e-gauhar-e-dandaa.n me.n ham jo rote hai.n
sarishk-e-diida-e-tar hai dur-e-yagaana-e-ishq
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
chale to zaraa duur-e-jaam-e-mohabbat
farishte bhii taqliid-e-insaa.n kare.nge
Shakeel Badayuni
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
durr-e-najaf to jism hai us naazniin kaa
muu-e-najaf me.n baal pa.Daa hai kamar nahii.n
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
mai.n in dur-e-shahvaar ke ashko.n se idhar aa
tauluu.ngaa biThaa kar tujhe hairaan nazar me.n
Shah Naseer
Ghazal
har ashk miraa hai dur-e-shahvaar se behtar
har laKHt-e-jigar rashk-e-aqiiq-e-yamanii hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
mere shero.n ke jo mushtaaq hai.n farmaate hai.n
dur-e-mazmuu.n sadaf-e-lab se nikal gosh me.n aa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
bhuul ke jauharii apne la.al-o-javaahar ko
shauq-e-dur-e-naayaab me.n uljhaa baiThaa hai
Mashkoor Husain Yaad
Ghazal
dur-e-ashk se meraa bhartii hai daaman
saKHii tujh ko ai chashm-e-nam dekhte hai.n