SEARCH RESULTS
Showing search results for "e'tibaar-e-gam-e-hastii"
Nazm MATCHES FOR "e'tibaar-e-gam-e-hastii"
Nazm
tu ne puchha hai mere dost!
e'tibaar-e-Gam-e-hastii vahaa.n uTh jaataa hai
tuu ne puuchhaa hai mire dost to mai.n sochtii huu.n
Saima Esma
Nazm
hisab-e-kam-o-besh
mai.n kitaab-e-Gam-e-hastii kii huu.n tahriir ko.ii
uljhii uljhii sii ho pechiida sii tafsiir ko.ii
Khan Hasnain Aqib
Nazm
samundar
jaise Gam-e-hastii kaa hayuulaa hii qamar ho
jaise kisii aarif kii du.aa.o.n kaa asar ho
Azeem Quraishi
Nazm
kulliyat-e-gham-e-jahan
kuchh hame.n bhii shu'uur aayaa hai
kulliyaat-e-Gam-e-jahaa.n pa.Dh kar
Mumtaz Iqbal
Nazm
dagh
fasaana-e-Gam-e-dil ab nahii.n sune jaate
shab-e-firaaq me.n taare nahii.n gine jaate
Rabia Sultana Nashad
Nazm
ai gham-e-dil kya karun
''ai Gam-e-dil kyaa karuu.n ai vahshat-e-dil kyaa karuu.n''
Syed Mohammad Jafri
Nazm
saneha
dard-o-Gam-e-hayaat kaa darmaa.n chalaa gayaa
vo KHizr-e-asr-o-iisa-e-dauraa.n chalaa gayaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
qaid-o-hayat-o-band-e-gham
mai.n huu.n meraa sukuut-e-paiham hai
ajnabii din hai.n ajnabii raate.n
Anjum Azmi
Nazm
tere jamal ki doshizgi ki qaus-e-quzah
kashaakash-e-Gam-e-hastii mujhe ijaazat de
ku.nvaare-pan kii hathelii pe teraa naam likhuu.n
Aleem Saba Navedi
Nazm
phir sham hui
dosto.n ne bhii chho.Dii hai.n dil-daariyaa.n
aaj vaqf-e-Gam-e-ulfat-e-raa.egaa.n
Ibn۔e۔Insha
Nazm
silsila KHwabon ka
KHaar-zaar-e-Gam-e-hastii me.n rahe.nge kab tak
mutrib-e-vaqt kahii.n chhe.D na de talKH Gazal
Muslim Shameem
Nazm
silsila KHwabon ka
garm jho.nko.n kii inaayat se bache.nge kab tak
KHaar-zaar-e-Gam-e-hastii me.n rahe.nge kab tak