SEARCH RESULTS
Showing search results for "fakhr"
Nazm MATCHES FOR "fakhr"
Nazm
dosti ka hath
faqat tumhii.n ko nahii.n ra.nj-e-chaak-daamaanii
ki sach kahe.n to dariida-libaas ham bhii hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
hubb-e-watan
qaum duniyaa me.n jis kii hai mumtaaz
hai faqiirii me.n bhii vo baa-e.azaaz
Altaf Hussain Hali
Nazm
ban-bas
meraa ye jurm ki mai.n saahab-e-idraak-o-shu.uur
meraa ye aib ki ik shaa.ir o fankaar huu.n mai.n
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
bint-e-hawwa
mujh ko hai faKHr ki us qaum se nisbat hai mirii
faatima mariyam-o-siitaa sii hai.n rahbar jis kii
Hina Rizvi
Nazm
saneha
barham hai zulf-e-kufr to iimaa.n sar-niguu.n
vo faKHr-e-kufr o naazish-e-iimaa.n chalaa gayaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
yaad
aaj bhii jab mai.n bike pe baiThuu.n
aaj bhii mere pahluu pe ik haath dikhaa.ii detaa hai
Fakhr Abbas
Nazm
hubb-e-watan
qaum duniyaa me.n jis kii hai mumtaaz
ho faqiirii me.n bhii vo baa-e.azaaz
Altaf Hussain Hali
Nazm
dard-e-dil
faKHr hai mujh ko usii dar se sharaf paane kaa
mai.n sharaabii huu.n usii ri.nd ke maiKHaane kaa
Chakbast Braj Narayan
Nazm
ishq-o-dosti
jab pahu.nch jaatii hai us kii tah ko
tab ba-sad faKHr ye samjhaatii hai