SEARCH RESULTS
Showing search results for "fariyaad-o-aah"
Nazm MATCHES FOR "fariyaad-o-aah"
Nazm
kuchh de ise ruKHsat kar
is baat pe kyuu.n is kii itnaa bhii hijaab aa.e
fariyaad se be-bahra kashkol se KHaalii hai
Ibn۔e۔Insha
Nazm
badnam ho raha hun
faryaadii-e-jafaa-e-ayyaam ho rahaa huu.n
paamaal-e-jaur-e-baKHt-e-naakaam ho rahaa huu.n
Akhtar Shirani
Nazm
etiraf
merii fariyaad-e-jigar-doz miraa naala-e-zaar
shiddat-e-karb me.n Duubii hu.ii merii guftaar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
inqalab
tujhe bhii apnii tarah paa-e-band-e-naala-o-aah
yuu.n hii majaal-e-tbaah-o-KHaraab dekhe.nge
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
karwan-e-hayat
siyaahii jaise samundar kii thaah me.n pinhaa.n
siyaahii jaise KHam-e-duud-e-aah me.n pinhaa.n
Amjad Najmi
Nazm
meri shaeri
ye fariyaad-e-KHaamosh niichii nigaahe.n
ye armaa.n ki masduud hai.n jin kii raahe.n
Hafeez Jalandhari
Nazm
ustad ka DanDa
sar pe DanDe pa.De.n hargiz na ye uftaad aa.e
taalib-e-ilm na kartaa hu.aa fariyaad aa.e
Syeda Farhat
Nazm
andalib
fariyaad-o-naala karte hai.n din raat vo magar
mumkin nahii.n ki kaano.n tak us ke pahu.nch sake
Azeemuddin Ahmad
Nazm
aap-biti
gesuu-e-shaam se lipTii hu.ii Gam kii zanjiir
siina-e-shab se nikaltii hu.ii fariyaad-o-fuGaa.n
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
eid
magar ye eid kaa din bhii to ik haqiiqat hai
ki vaj.h-e-eid samajhnaa bhii ik ibaadat hai