SEARCH RESULTS
Showing search results for "farzand"
Nazm MATCHES FOR "farzand"
Nazm
nashat-e-umid
ho gayaa farhaad kaa qissa tamaam
par tire fiqro.n pe rahaa KHush mudaam
Altaf Hussain Hali
Nazm
KHushamad
bhaa.ii farzand bhii KHush baap chachaa raazii hai
shaad masruur Ganii shaah o gadaa raazii hai
Nazeer Akbarabadi
Nazm
adl-e-faruqi ka ek namuna
apne farzand se faaruuq-e-mo.azzam ne kahaa
tum ko hai haalat-e-aslii kii haqiiqat pe ubuur
Shibli Nomani
Nazm
iqbaal se ham-kalami
is se kuchh haT kar gulaabii shaaKH-cho.n kii chhaa.nv me.n
the valiiullaah ke farzand nukta-aafrii.n
Shorish kashmiri
Nazm
wazir ka KHwab
sun ke ye farzand se hotii hai hairaanii mujhe
''likh diyaa min-jumla-e-asbaab-e-viiraanii mujhe''
Syed Mohammad Jafri
Nazm
tajdid-e-amal
kul chhoTe-ba.De aadam-e-KHaakii ke hai.n farzand
har nasl se bezaar ho har zaat badal Daal
Faiz Ludhianvi
Nazm
hindu musalmanon ka ittihad
farzand ho haqiiqii tum maader-e-vatan ke
parvaan cha.Dh rahe ho mevo.n se is chaman ke
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Nazm
naqsh bar-diwar
quluub zinda se afsos haashmii farzand
charaaG ishq-e-ilaahii kaa nuur kho baiThe
Bebak Bhojpuri
Nazm
taqaza
ab tak na haTe apne siyahkaar sitam se
tafriiq ke farzand havasnaak luTere
Fareed Ishrati
Nazm
wali
vo 'valii' teraa hii ik farzand hai KHaak-e-vatan
jis kii azmat ne kiyaa dehlii me.n aaGaaz-e-suKHan
Maikash Akbarabadi
Nazm
aankhen meri baqi un ka
us KHaandaa.n ke ek ra.ngiile piyaa ke ghar
farzand-e-arjumand ke KHatna pe kyaa hu.aa
Shorish kashmiri
Nazm
gandhi
aa.ndhii havaa-o-hirs kii bhaarat pe chhaa ga.ii
farzand tere bhuul chuke hai.n tiraa payaam
Dharmpal Aaqil
Nazm
sham-e-ghurbat
sai.nka.Do.n faaqo.n ke maare jaa base
qaum ke farzand qabristaan me.n
Syed Ali Husain Shah Ali
Nazm
ai arz-e-watan
dukh qaa.id-e-aazam ko miraa kaT gayaa baazuu
tauhiid ke farzand hai.n bikhre hu.e har suu