SEARCH RESULTS
Showing search results for "fitne"
Nazm MATCHES FOR "fitne"
Nazm
jibrail-o-iblis
hai mirii jur.at se musht-e-KHaak me.n zauq-e-numuu
mere fitne jaama-e-aql-o-KHirad kaa taar-o-puu
Allama Iqbal
Nazm
ek rah-guzar par
hazaar fitne tah-e-paa-e-naaz KHaak-nashii.n
har ik nigaah KHumaar-e-shabaab se ra.ngii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jaun-eliya se aaKHri mulaqat
sunaa hai ham ne ki aap par bhii bahut se fatve lage hai.n lekin
sharaab-noshii haraam hai to
Tariq Qamar
Nazm
firqa-parasti ka challenge
mai.n fitne uThaa detii huu.n har uThte qadam se
is desh ke Tuk.De bhii hu.e mere hii dam se
Nazeer Banarasi
Nazm
chaDha diya hai bhagat-singh ko raat phansi par
aduu vatan ko tashaddud se kyaa dabaa.e.nge
vo apne haath se fitne na.e jagaa.e.nge
Aaftab Rais Panipati
Nazm
chaar fitne
tiin fitno.n kaa qissa puraanaa hu.aa
chaar fitno.n kaa suniye zaraa maajraa
Aale Ahmad Suroor
Nazm
holi jawani ki boli mein
isii jeb me.n hogii fitne kii pu.Diyaa
zaraa phir TaTolo TaTolii na hogii
Nazeer Banarasi
Nazm
tu tu main main
tuu to hai har fitne kii ja.D
duur karuu.n mai.n peT kii ga.Dba.D
Haidar Bayabani
Nazm
fasana-e-adam
zamii.n pe shauq ke fitne bichhaa diye har suu
fazaa me.n nii.nd kii mastii bikher dii mai.n ne
Jameel Mazhari
Nazm
ek din ki baadshahi
itnii sii umr me.n bhii fitne uThaa.e.n kyaa kyaa
pinkii ke gaal noche babluu ko jaa khasoTaa
Bilqis Zafirul Hasan
Nazm
na-guzir
galii galii ye sharaab-o-shabaab ke fitne
zar-o-zamiin kaa ab tak vahii qadiim fasaad
Hosh Jaunpuri
Nazm
waqt ke manzar
aur kuchh hasiin fitne karte phire.n numaa.ish
fashion ke naam par vo dikhlaa.e.n hai.n badan ko
Ejazulhaq Shahab
Nazm
katba(4)
taaki ham log ab us se Gaafil rahe.n
us ke fitne se apne ko mahfuuz samjhe.n
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
ek raqqasa ko dekh kar
dil ke bujhe charaaG jalaatii chalii ga.ii
qadmo.n se so.e fitne jagaatii chalii ga.ii