SEARCH RESULTS
Showing search results for "fom"
Nazm MATCHES FOR "fom"
Nazm
muafi
fom ke bistar par ik diivaar uThaa dii vaqt ne
ajnabii naa-aashnaa KHaamosh se rahne lage
Fay Seen Ejaz
Nazm
jawed ke nam
mai.n shaaKH-e-taak huu.n merii Gazal hai meraa samar
mire samar se mai-e-laala-faam paidaa kar
Allama Iqbal
Nazm
shishon ka masiha koi nahin
phir duniyaa vaalo.n ne tum se
ye saaGar le kar pho.D diyaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mujassama
ai siyah-faam hasiina tiraa 'uryaa.n paikar
kitnii pathraa.ii hu.ii aa.nkho.n me.n Galtiida hai
Ahmad Faraz
Nazm
mujhe sochne de
bhuuk aur pyaas se pazh-murda siyah-faam zamii.n
tiira-o-taar makaa.n muflis o biimaar makii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
aazadi
fazaa-e-shaam-e-sahar me.n shafaq jhalaktii hai
ki jaam me.n hai mai-e-laala-faam-e-aazaadii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
salam
de kar razaa jo chehra-e-shabbiir zard hai
thii iltijaa-e-jang ye kis laala-faam kii
Parveen Shakir
Nazm
goristan-e-shahi
abr ke rauzan se vo baalaa-e-baam-e-aasmaa.n
naazir-e-aalam hai najm-e-sabz-faam-e-aasmaa.n
Allama Iqbal
Nazm
safar nama
dil miraa koh o daman dasht o chaman kii had hai
mere kiise me.n hai raato.n kaa siyah-faam jalaal
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
main aur tu
apnii aa.nkhe.n pho.D lo
aur mai.n KHaalii nigaaho.n se tumhe.n taktaa rahuu.n
Shahzad Ahmad
Nazm
KHuda ki jagah Khaali hai
ab vo kisii music-school me.n daaKHila le legaa
food-corporation kaa mutaalbaa:
Aashufta Changezi
Nazm
ek nazm
ai kisii jannat-e-zar-faam se aane vaalii
apnaa TuuTaa hu.aa pindaar chhupaa le mujh se