SEARCH RESULTS
Showing search results for "gaano.n"
Nazm MATCHES FOR "gaano.n"
Nazm
shikwa
kabhii ham se kabhii Gairo.n se shanaasaa.ii hai
baat kahne kii nahii.n tuu bhii to harjaa.ii hai
Allama Iqbal
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
chale jo yaar to daaman pe kitne haath pa.De
dayaar-e-husn kii be-sabr KHvaab-gaaho.n se
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hum jo tarik rahon mein mare gae
kis ko shikva hai gar shauq ke silsile
hijr kii qatl-gaaho.n se sab jaa mile
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
muhasara
miraa qalam nahii.n us duzd-e-niim-shab kaa rafiiq
jo be-charaaG gharo.n par kamand uchhaaltaa hai
Ahmad Faraz
Nazm
ai sharif insano
bam gharo.n par gire.n ki sarhad par
ruuh-e-ta.amiir zaKHm khaatii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
aaKHiri mulaqat
kuchh itne dhu.ndle saa.e hai.n
kuchh chaa.nd chamakte gaalo.n ke
Jan Nisar Akhtar
Nazm
etiraf
KHvaab-gaaho.n me.n jagaa.ii hai javaanii mai.n ne
husn ne jab bhii inaayat kii nazar Daalii hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
do ishq
chho.Daa nahii.n Gairo.n ne ko.ii naavak-e-dushnaam
chhuuTii nahii.n apno.n se ko.ii tarz-e-malaamat
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ye baat samajh mein aai nahin
kyaa vo bhii ganda bachcha hai
yaa us ke abbuu bhaa.ii nahii.n
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
main tumhein yaad kar raha tha
mai.n tumhe.n yaad kar rahaa thaa
jab log ibaadat-gaaho.n kii taraf jaa rahe the