SEARCH RESULTS
Showing search results for "ganj"
Nazm MATCHES FOR "ganj"
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
mauj-e-duud-e-aah se aa.iina hai raushan miraa
ganj-e-aab-aavrd se maamuur hai daaman miraa
Allama Iqbal
Nazm
nashat-e-umid
jii ko ho kabhii agar usrat kaa ra.nj
khol diye tuu nai qanaa.at ke ganj
Altaf Hussain Hali
Nazm
tarana-e-qaumi
kyuu.n na kahiye tujh ko ik sarchashma-e-aab-e-baqaa
hai.n ye aasaar-e-qadiima tere ganj-e-be-bahaa
Safeer Kakorvi
Nazm
trahdar kahan se laun
jannatii hone kii maanaa ki sanad biktii hai
ganj-e-qaaruun kaa ambaar kahaa.n se laa.uu.n
Bebak Bhojpuri
Nazm
tere baad
ganj-e-ummiid-o-tarab chhiin ke ruu-posh hu.ii
saamne aa.ii na phir mere qazaa tere baad
Zahida Khatoon sharvaiya
Nazm
rail ka safar
Dibbaa thaa ki ik ganj-e-shahiidaa.n kaa namuuna
tho.Dii sii jagah tang-tar az-gosha-e-turbat
Raza Naqvi Vahi
Nazm
munjamid aankhen
na ko.ii daaG-e-hirmaa.n hai
na ganj-e-shaa.egaa.n kii aarzu-e-be-nihaayat hai
Mahmood Ayaz
Nazm
yaad
dil-e-maayuus me.n hai terii yaad
jaise viiraana me.n ho ganj-e-nihaa.n
Zafar Ahmad Siddiqi
Nazm
watan
tujh me.n hai.n aabaad daulat-mand bhii naadaar bhii
siim-o-zar ke ganj bhii hai.n ret ke ambaar bhii
Shatir Hakeemi
Nazm
gomti git ga rahi hai suno
kashtiyo.n kii tarah gaa.nv bahte rahe
aur qudrat kaa har vaar sahte rahe