SEARCH RESULTS
Showing search results for "garm-e-safar"
Nazm MATCHES FOR "garm-e-safar"
Nazm
miras
umr bhar uu.nghtii raaho.n pe rahe garm-e-safar
raqs karte rahe jazbaat me.n sozish ke sharar
Riyaz Anwar
Nazm
kachhwa aur KHargosh
al-Garaz ik maqaam Thahraa kar
hu.e dono.n hariif garm-e-safar
Ismail Merathi
Nazm
gardish
guzargaaho.n ke kuchh shaffaaf kuchh mauhuum KHaake
hame.n garm-e-safar rakkhe hu.e hai.n
Rasheed Ejaz
Nazm
taaqub
kaun bhaTaktii hu.ii ruuh
kis taraf garm-e-safar naalaa-kunaa.n sho.ala-ba-jaa.n
Bashir Zaidi Aseer
Nazm
kyon na ho
apnii manzil kii taraf garm-e-safar hai kaa.enaat
aadmii phir manzil-e-maqsad kaa joyaa kyo.n na ho
Zafar Ahmad Siddiqi
Nazm
subh-e-shab-e-intizar
yahii vo manzil-e-maqsuud hai ki jis ke liye
ba.De hii azm se apne safar pe nikle the
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
manzil
magar ye raat bhii ik KHvaab ban ke TuuT ga.ii
tamaam raat rahii ye nigaah garm-e-safar
Abid Almi
Nazm
pesh-ahang
qiyaam naam hai kis kaa ise nahii.n ma.aluum
hamesha garm-e-tag-o-dau hai kaarvaan-e-hayaat
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Nazm
aaj
aaj lekin mire daaman-e-chaak me.n
gard-e-raah-e-safar ke sivaa kuchh nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
virana-e-KHayal
dasht-e-garm-o-sard me.n ye be-dayaaro.n kaa hujuum
be-KHabar maahaul se