SEARCH RESULTS
Showing search results for "gul-pairahan"
Nazm MATCHES FOR "gul-pairahan"
Nazm
ai dil-e-afsurda
gul-badan gul-pairahan mahtaab-ruKH naaz-aafrii.n
dilrubaa.ii kii adaakaarii me.n e.ajaaz-aafrii.n
Syed Aabid Ali Aabid
Nazm
nur-jahan ka mazar
jo gul-ruKH o gul-pairahan o Guncha-dahan the
shaadaab gul-e-tar se kahii.n jin ke badan the
Tilok Chand Mahroom
Nazm
naya sal
hai andaaz-e-niim-sahar niraalaa aaj
ha.ns ha.ns ke Guncho.n ko gudgudaayaa aaj
Firoza Yasmeen
Nazm
safar-e-aKHir-e-shab
bahut qariib se aa.ii havaa-e-daaman-e-gul
kisii ke ruu-e-bahaarii.n ne haal-e-dil puuchhaa
Mustafa Zaidi
Nazm
chor-bazar
buu.ndiyaa.n, gul mahak shamiim-e-badan
chaak-e-dil zaKHm-e-jeb-o-pairaahan
Aziz Qaisi
Nazm
tah-e-nujum
tah-e-nujuum, kahii.n, chaa.ndnii ke daaman me.n
hujuum-e-shauq se ik dil hai be-qaraar abhii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ai watan ai watan
ai vatan ai vatan ai hamaare vatan
phuul ham hai.n tire tuu hamaaraa chaman
Abdul Mannan Tarzi
Nazm
aa ja
ban kar navaa-e-bulbul rangiinii-e-chaman me.n
ban kar bahaar-e-gulshan Guncho.n ke pairahan me.n
Sahba lakhnavi
Nazm
qublai KHan ka KHwab ek fiqra coleridge ki tarz par
teG-baazii kar chukaa vo gul-badan
ab mahaktaa hai lahuu se pairahan
Aalim Akhtar Jaazib
Nazm
aaghaz-e-bahaar ka pahla din
sabaa kii shoKHiyaa.n narmii havaa kii gul kaa pairaahan
jo manzar mujh se baahar hai.n
Mahmooda Ghaziya
Nazm
shair
mahram-e-sirr-e-daruu.n hai kis qadar terii nigaah
gul ke pairaahan me.n aatii hai tujhe buu-e-turaab
Bismil Dehlavi
Nazm
ai mere sare logo
misl-e-pairaahan-e-gul phir se badan chaak hu.e
jaise apno.n kii kamaano.n me.n ho.n aGyaar ke tiir