SEARCH RESULTS
Showing search results for "gulaamii"
Nazm MATCHES FOR "gulaamii"
Nazm
shikwa
safha-e-dahr se baatil ko miTaayaa ham ne
nau-e-insaa.n ko Gulaamii se chhu.Daayaa ham ne
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
kisii yakjaa.ii se ab ahd-e-Gulaamii kar lo
millat-e-ahmad-e-mursil ko maqaamii kar lo
Allama Iqbal
Nazm
KHizr-e-rah
hukmaraa.n hai ik vahii baaqii butaan-e-aazarii
az Gulaamii fitrat-e-aazaad raa rusvaa makun
Allama Iqbal
Nazm
kisi ko udas dekh kar
ye baat baat pe qaanuun o zaabte kii giraft
ye zillate.n ye Gulaamii ye daur-e-majbuurii
Sahir Ludhianvi
Nazm
taswir-e-dard
jo tuu samjhe to aazaadii hai poshiida mohabbat me.n
Gulaamii hai asiir-e-imtiyaaz-e-maa-o-tuu rahnaa
Allama Iqbal
Nazm
apne andar zara jhank mere watan
tere ghar me.n Gulaamii palaT aa.egii
terii barbaadiyo.n kaa tujhe vaasta
Sahir Ludhianvi
Nazm
aazadi
fazaa me.n jalte dilo.n se dhu.aa.n saa uThtaa hai
are ye sub.h-e-Gulaamii ye shaam-e-aazaadii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
fareb
lo shab-e-taar-e-Gulaamii kii sahar aa pahu.nchii
u.ngliyaa.n jaag uThii.n
Ali Sardar Jafri
Nazm
muslim uniwersity aligarh se KHitab
soch tuu jii me.n ye jhuuTii nek-naamii taa-kujaa
maGribii tahziib kaa tauq-e-Gulaamii taa-kujaa
Josh Malihabadi
Nazm
zindagi
ye hukuumat ye Gulaamii ye baGaavat kii uma.ng
qalb-e-aadam ke ye riste hu.e kohna naasuur