SEARCH RESULTS
Showing search results for "gumaan"
Nazm MATCHES FOR "gumaan"
Nazm
abhi to main jawan hun
ye kyaa gumaa.n hai bad-gumaa.n
samajh na mujh ko naa-tavaa.n
Hafeez Jalandhari
Nazm
la-ilaha-illallah
ye maal-o-daulat-e-duniyaa ye rishta o paivand
butaan-e-vahm-o-gumaa.n laa-ilaaha-illallaah
Allama Iqbal
Nazm
karoge yaad to har baat yaad aaegi
barastaa bhiigtaa mausam dhu.aa.n dhu.aa.n hogaa
pighaltii sham.a pe chehra ko.ii gumaa.n hogaa
Bashar Nawaz
Nazm
parchhaiyan
tasavvuraat kii parchhaa.iyaa.n ubhartii hai.n
kabhii gumaan kii suurat kabhii yaqii.n kii tarah
Sahir Ludhianvi
Nazm
ek shahanshah ne banwa ke
us kaa afsaana haqiiqat ke sivaa kuchh bhii nahii.n
is ke aaGosh me.n aa kar ye gumaa.n hotaa hai
Shakeel Badayuni
Nazm
kaniz
huzuur muskuraa rahe hai.n merii baat baat par
huzuur ko na jaane kyaa gumaa.n hai merii zaat par
Ahmad Faraz
Nazm
jugnu
chhalak chhalak pa.De jaise baGair saan gumaan
butuun-e-shaam me.n in zinda qumqumo.n kii damak
Firaq Gorakhpuri
Nazm
KHadsha
ye u.ngliyaa.n ye zamurrad taraashtii shaaKHe.n
kiran kiran tire daa.nto.n pe motiyo.n kaa gumaa.n
Mohsin Naqvi
Nazm
lucknow
kuchh roz kaa musaafir-o-mehmaa.n huu.n aur kyaa
kyuu.n bad-gumaa.n ho.n yuusuf-e-kan.aan-e-lucknow
Asrarul Haq Majaz
Nazm
hinDola
Garaz jhalakte hu.e sarsarii manaazir par
mujhe gumaan paristaaniyat kaa hotaa thaa
Firaq Gorakhpuri
Nazm
mulaqat
tuu ek haqiiqat hai mirii jaa.n mirii hamdam
jo thii mirii Gazlo.n me.n vo ik vahm-o-gumaa.n thii
Habib Jalib
Nazm
KHak-e-hind
ai KHaak-e-hind terii azmat me.n kyaa gumaa.n hai
dariya-e-faiz-e-qudarat tere liye ravaa.n hai