SEARCH RESULTS
Showing search results for "guzarnaa"
Nazm MATCHES FOR "guzarnaa"
Nazm
heart-attack
dard itnaa thaa ki us se bhii guzarnaa chaahaa
ham ne chaahaa bhii magar dil na Thaharnaa chaahaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aaj ki baaten kal ke sapne
jab bhii tanhaa mujhe paate hai.n guzarte lamhe
terii tasviir sii raaho.n me.n bichhaa jaate hai.n
Qateel Shifai
Nazm
nashat-e-umid
haath me.n jab aa ke liyaa tuu ne haat
saat samundar se guzarnaa hai baat
Altaf Hussain Hali
Nazm
tujhe KHud se alag kaise karun main
to is par ik musaafir kaa guzarnaa
mai.n jaise taal detaa saaz ko.ii
Chandra Shekhar Varma
Nazm
parda aur ismat
sar-e-rahguzar chhup-chhupaa kar guzarnaa
KHud apne hii jazbaat kaa KHuun karnaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
fikr
dasht-e-zulmaat se aaKHir ko guzarnaa hai mujhe
ko.ii raKHshanda o taabinda sitaara bhii to hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
hawwa ki beTi
tere kuucha se jinhe.n ho kar guzarnaa hai gunaah
garm un kii saa.ns se rahtii hai terii KHvaab-gaah
Jan Nisar Akhtar
Nazm
aaj phir dard uTha
aag aur dard ke me.aar parakhne ke liye
in a.ndhero.n kii fasiilo.n se guzarnaa hogaa
Chandrabhan Khayal
Nazm
samajh mein kuchh nahin aata
to kab KHushbuu kii suurat kuu-e-jaanaa.n se guzarnaa thaa
samajh me.n kuchh nahii.n aataa
Noshi Gilani
Nazm
mukafat
hamaare piichhe hai.n vo bhii hame.n aziiz hai.n jo
isii taraf se unhe.n ek din guzarnaa hai
Akhtarul Iman
Nazm
yahan dildar-begam dafn hai
zindagii kii sab se pahlii justujuu thii
jab zaraa saa vaqt guzraa
Zehra Nigaah
Nazm
ek kahani ishq ki
mai.n is hujuum kaa hissa nahii.n thaa
magar tum tak aane ke liye mujhe is hujuum se guzarnaa thaa
Injila Hamesh
Nazm
tum udas mat hona
din bure ho.n yaa achchhe bas guzar hii jaate hai.n
vaqt ko guzarnaa hai
Sabihuddin Shoaiby
Nazm
iltija
bahut sii dushvaariyo.n se us ko guzarnaa hogaa
agar vo koshish kare bhii to uljhane.n to ho.ngii