SEARCH RESULTS
Showing search results for "haa-e-saaqii"
Nazm MATCHES FOR "haa-e-saaqii"
Nazm
zindagi-nama
kyaa nahii.n maa'luum kyaa hai zindagii
dosto aab-e-baqaa hai zindagii
Abdul Ghafoor Saqi
Nazm
ujale ki lakir
raaste par ka.ii KHurshiid na.e jal uTThe
raushnii dekhiye taa-hadd-e-nazar phail ga.ii
Noor -e-Shama Noor
Nazm
karachi
din ke ha.ngaamo.n ko rakhtaa hai javaa.n
ek jaanib silsila-e-haa-e-imaaraat-e-buland
Anjum Azmi
Nazm
karachi
din ke hangaamo.n ko rakhtaa hai javaa.n
ek jaanib silsila-e-haa-e-‘imaaraat-e-buland
Anjum Azmi
Nazm
fikr
ek aaGosh-e-hasii.n shauq kii meraaj hai kyaa
kyaa yahii hai asar-e-naala-e-dil-haa-e-hazii.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
shahr-e-nigar
aaj phir taa-ba-chaman dar-e-pai-e-gul-haa-e-chaman
gungunaataa hu.aa zambuur-e-bahaar aa hii gayaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
agar ghanim ki zid hai
hayaat-baKHsh mohabbat bharii fazaa ke liye
charaaG-haa-e-chaman-zaar-e-asia ke liye
Salam Machhli shahri
Nazm
yaaden
chaav.Dii phir ga.ii aa.nkho.n me.n javaanii kii tarah
kuucha-haa-e-sanam-e-siim-tanaa.n yaad aayaa
Kamil Chandpuri
Nazm
taqaza
baarish-e-Gam-haa-e-paiham se fazaa hai sogvaar
aap jaate hai.n to dam bhar muskuraate jaa.iye
Jauhar Nizami
Nazm
judai
rage.n hai.n siina-e-hastii kii tilmilaa.ii hu.ii
hai aaj saaz-e-navaa-haa-e-KHuu.n-chakaa.n ai dost
Firaq Gorakhpuri
Nazm
mulaqat
KHaar-haa-e-mehn-o-dard ke tujjaar bhii hai.n
aur gul-haa-e-mohabbat ke KHariidaar bhii hai.n
Daud Ghazi
Nazm
agar aisa hua to
tum apne maa'bado.n me.n
sajda-e-haa-e-shukr adaa kar kar ke KHush hoge
Badnam Nazar
Nazm
pahle to shahr aisa na tha
tasviir me.n kuchh baaqiyaat-e-mimbar-o-mehraab hai.n
kuchh jalva-haa-e-ahd-e-aalam-taab hai.n
Ain Tabish
Nazm
Cleopatra
ishrat-e-parvez me.n kyaa naala-e-haa-e-tez-tez
u.D gayaa din kii javaanii kaa KHumaar