SEARCH RESULTS
Showing search results for "had"
Nazm MATCHES FOR "had"
Nazm
saqi-nama
jahaa.n chhup gayaa parda-e-ra.ng me.n
lahuu kii hai gardish rag-e-sang me.n
Allama Iqbal
Nazm
parchhaiyan
javaan raat ke siine pe duudhiyaa aa.nchal
machal rahaa hai kisii KHvaab-e-marmarii.n kii tarah
Sahir Ludhianvi
Nazm
aaKHiri KHat
vo vaqt mirii jaan bahut duur nahii.n hai
jab dard se ruk jaa.e.ngii sab ziist kii raahe.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
masjid-e-qurtuba
silsila-e-roz-o-shab taar-e-hariir-e-do-ra.ng
jis se banaatii hai zaat apnii qabaa-e-sifaat
Allama Iqbal
Nazm
lenin
ai anfus o aafaaq me.n paidaa tirii aayaat
haq ye hai ki hai zinda o paa.inda tirii zaat
Allama Iqbal
Nazm
naya hukm-nama
kisii kaa hukm hai saarii havaa.e.n
hamesha chalne se pahle bataa.e.n
Javed Akhtar
Nazm
nazm
hamaarii pahlii mulaaqaat yaad hai naa tumhe.n
ishaare karte the tum mujh ko aate jaate hu.e
Tahzeeb Hafi
Nazm
bas ek andaza
yahaa.n so.ii hu.ii ho tum
yahaa.n ruu-e-zamii.n ke is maqaam-e-aasmaanii-tar kii had me.n
Jaun Eliya
Nazm
jugnu
ye mast mast ghaTaa, ye bharii bharii barsaat
tamaam hadd-e-nazar tak ghulaavaTo.n kaa samaa.n