SEARCH RESULTS
Showing search results for "haif"
Nazm MATCHES FOR "haif"
Nazm
rishwat
haif mulk-o-qaum kii KHidmat-guzaarii ke liye
rah ga.e hai.n ik hamii.n iimaan-daarii ke liye
Josh Malihabadi
Nazm
kachhwa aur KHargosh
al-Garaz ik maqaam Thahraa kar
hu.e dono.n hariif garm-e-safar
Ismail Merathi
Nazm
aaj phir dard uTha
haif sad haif ki munkir thaa zamaana jis kaa
aaj vo jurm makaano.n me.n hu.aa lagtaa hai
Chandrabhan Khayal
Nazm
aaTa
haif hai insaan kar de is par jannat tak nisaar
sab ko gandum se bachaanaa ai mire parvardigaar
Shaukat Thanvi
Nazm
jang
ja.ng dhartii pe sitaaro.n ke liye jaarii hai
haif-sad-haif ki har shai pe junuu.n taarii hai
Chandrabhan Khayal
Nazm
bulbul o parwana
faroG-e-shola kahaa.n aur faroG-e-husn kahaa.n
hazaar haif ki itnii nahii.n KHabar tujh ko
Suroor Jahanabadi
Nazm
KHayal-e-KHatir-e-ahbab
milaa na haif! Gul-aaraa.ii kaa mizaaj kabhii
mire KHuluus ke ''KHirman ke KHosha-chiino.n ko''
Abdul Ahad Saaz
Nazm
suqraat ki biwi
kahne lagii tuu buddhuu kaa buddhuu hii rahaa haif
samjhe na tirii aa.nkh ne qudrat ke ishaaraat
Ameer Chand Bahar
Nazm
aisa ho ki na-mauud ho
yaa yuu.n kahe.n KHaakii na ho.n
sad-haif aflaakii na ho.n
Shahram Sarmadi
Nazm
mazdur ki maut
haif ai arz-e-muqaddas maadar-e-hindostaa.n
tere bachche aur yuu.n ho jaa.e.n benaam-o-nishaa.n
Shatir Hakeemi
Nazm
ashk bahaya maine
haif bar haal dil-e-zaar ki aa.iina hu.aa
laakh parde me.n har ik raaz chhupaayaa mai.n ne
Rabia Sultana Nashad
Nazm
tere baad
bahs rahtii thii ki hai kaun vafaa kaa paaband
haif ye uqda-e-sar-basta khulaa tere baad