SEARCH RESULTS
Showing search results for "hamdard"
Nazm MATCHES FOR "hamdard"
Nazm
hubb-e-watan
hai ko.ii apnii qaum kaa hamdard
nau-e-insaa.n kaa samjhe.n jis ko fard
Altaf Hussain Hali
Nazm
ai hijr-zada shab
juz KHud-sarii-e-mauj-e-havaa kaun yahaa.n hai
hamdard miraa tere sivaa kaun yahaa.n hai
Amjad Islam Amjad
Nazm
zarurat-e-ittihad
hai.n pareshaa.n bahut havaas is ke
nahii.n hamdard ko.ii paas is ke
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
main hun kya waishya
ham-safar nahii.n bas ek hamdard hii chaahiye
pahchaan nahii.n tho.Daa saa bas pyaar hii chaahiye
Ankita Garg
Nazm
asar paida kar
hai tiraa KHvaab-e-giraa.n duurii-e-manzil kaa sabab
KHizr hamdard hai uTh azm-e-safar paidaa kar
Razi Badayuni
Nazm
hubb-e-watan
ulfat se garm sab ke dil-e-sard ho.n baham
aur jo ki ham-vatan ho.n vo hamdard ho.n baham
Mohammad Husain Azad
Nazm
lapata
hamdard police afsar maayuusii se sar hilaataa hai
pha.nsii pha.nsii aavaaz me.n kahtaa hai
Mubashshir Ali Zaidi
Nazm
gandhi ji
vaqaar-e-maadar-e-hindostaa.n the gaa.ndhii jii
har ek fard ke hamdard Gam-gusaar-e-vatan
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
asli naqli
na hamdard aslii na Gam-KHvaar ko.ii
jahaa.n dekho milte hai.n makkaar aslii
Najma Jafari
Nazm
aawara
mujh ko hamdard nigaaho.n kii zaruurat bhii nahii.n
aur sho.alo.n ko ba.Dhaate hai.n havaa ke jho.nke
Akhtar Payami
Nazm
zamir
hamdard huu.n rafiiq huu.n ye jaan liijiye
mai.n huu.n zamiir aap kaa pahchaan liijiye
Murtaza Sahil Tasleemi
Nazm
sita
vo hamdard aa.nkhe.n vo baato.n me.n jaaduu
vo mazbuut baazuu vo bhaarii kamaane.n
Shafiq Fatima Shera
Nazm
jangal na sahi
us ne kahaa
mere dhanye bhaag ki aap jaise hamdard insaan se mulaaqaat ho ga.ii