SEARCH RESULTS
Showing search results for "harba-haa-e-bahaar"
Nazm MATCHES FOR "harba-haa-e-bahaar"
Nazm
ek sitara aadarsh ka
harba-haa-e-aahan-o-faulaad
aur daste Gulaamaan-e-javaa.n ke
Shafiq Fatima Shera
Nazm
shahr-e-nigar
aaj phir taa-ba-chaman dar-e-pai-e-gul-haa-e-chaman
gungunaataa hu.aa zambuur-e-bahaar aa hii gayaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
goristan-e-shahi
mahv-e-ziinat hai sanobar juu.ebaar-e-aa.iina hai
Guncha-e-gul ke liye baad-e-bahaar-e-aa.iina hai
Allama Iqbal
Nazm
KHuda ka sawal
muKHaatib hai bande se parvardigaar
tuu husn-e-chaman tuu hii rang-e-bahaar
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
intizar
qaabil-e-diid hai mashshaatgii-e-fasl-e-bahaar
zulf-e-sumbul me.n nayaa husn nazar aataa hai
Parvez Shahidi
Nazm
ittifaqat
tishnagii ruuh kii aasuuda na ho
jab tiraa jism javaanii me.n hai niisaan-e-bahaar
Noon Meem Rashid
Nazm
shairi ki kitab
zehn kaa ghuu.nT ho yaa ki tiryaaq ho
nirKH-e-baazaar kii nisbato.n se sabhii
Ambareen Haseeb ambar
Nazm
naukri
ki ab is kii duniyaa me.n duniyaa nahii.n hai
ai bujhte qamar ham-safiir-e-bashar
Nivesh Sahu
Nazm
holi
fasl-e-bahaar aa.ii hai holii ke ruup me.n
sola-si.nghaar laa.ii hai holii ke ruup me.n
Saghar Nizami
Nazm
intizar
guzar rahe hai.n shab o roz tum nahii.n aatii.n
riyaaz-e-ziist hai aazurda-e-bahaar abhii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHizan ke git
uThaa.o saaz ki abr-e-bahaar baaqii hai
abhii to bazm me.n kaif-o-KHumaar baaqii hai
Razia Rana
Nazm
pani
paanii to ek ne.amat-e-parvardigaar hai
paanii mile to baaG hai rang-e-bahaar hai
Firoz Rasheed
Nazm
istifsar
diyaa kyaa hai baad-e-bahaarii ne tohfa
ye jaib-o-garebaa.n ke taaro.n se puuchho