SEARCH RESULTS
Showing search results for "harba-haa-e-bahaar"
Ghazal MATCHES FOR "harba-haa-e-bahaar"
Ghazal
ha.ns diye zaKHm-e-jigar jaise ki gul-haa-e-bahaar
mujh pe maa.il hai bahut nargis-e-shahlaa-e-bahaar
Suhail Kakorvi
Ghazal
thak saa gayaa sat.h se ye dil be-qaraar saa
ab ye safiina-haa-e-bahar nazr-e-thaah kar
Yousuf Bin Mohammad
Ghazal
ye rang-o-nuur ye KHushbuu ye mauj-haa-e-bahaar
masarrato.n kaa KHazaana rah-e-hayaat me.n hai
Abdul Matin Jami
Ghazal
but-parastii hai bahaar-e-naqsh-bandii-haa-e-dahr
har sariir-e-KHaama me.n yak naalaa-e-naaquus thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
gul-haa-e-nau-bahaar hai.n aa.ngan me.n zard zard
pe.Do.n pe khil rahii hai KHizaa.n ghar udaas hai
Isma Hadia
Ghazal
mai.n gulsitaan-e-dahr se bad-zan huu.n is liye
gul-haa-e-dil-bahaar ne dekhaa na merii samt
Kashif Rafiq
Ghazal
viiraan ghar hai raunaq-e-baazaar bhii nahii.n
mai.n Tuut jaa.uu.n is ke kuchh aasaar bhii nahii.n
Wahid Nazeer
Ghazal
aaj phirtaa ba-chaman darpai-e-gul-haa-e-chaman
gungunaataa hu.aa zambuur-e-bahaar aa hii gayaa
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
darkaar hai shaguftan-e-gul-haa-e-aish ko
sub.h-e-bahaar pumba-e-miinaa kahe.n jise
Mirza Ghalib
Ghazal
rahzanii hai sar-e-baazaar tumhe.n kyaa ma.aluum
tum to ho qaafila-saalaar tumhe.n kyaa ma.aluum
Azmat Bhopali
Ghazal
husn-e-baazaar to hai garmii-e-baazaar nahii.n
bechne vaale hai.n sab ko.ii KHariidaar nahii.n
Ahmad Kamal Hashmi
Ghazal
kuchh KHabar laa.ii to hai baad-e-bahaarii us kii
shaayad is raah se guzregii savaarii us kii
Parveen Shakir
Ghazal
zor hai garmi-e-baazaar tire kuuche me.n
jam.a hai.n tere KHariidaar tire kuuche me.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
kanaar-e-aab hai abr-e-bahaar hai saaqii
sharaab laa ki fazaa be-qaraar hai saaqii
Sahar Rampuri
Ghazal
sahraa se duur rahtii hai fasl-e-bahaar kyo.n
ye jaan kar bhii us ko rahe intizaar kyo.n
Mahendra Raina
Ghazal
kyaa shahr me.n hai garmi-e-baazaar ke sivaa
sab ajnabii hai.n ek dil-e-zaar ke sivaa
Anwar Siddiqui
Ghazal
ra.ng-e-shikasta sub.h-e-bahaar-e-nazaara hai
ye vaqt hai shaguftan-e-gul-haa-e-naaz kaa