SEARCH RESULTS
Showing search results for "hibaa"
Nazm MATCHES FOR "hibaa"
Nazm
ye meri ghazlen ye meri nazmen
magar har ik baar tujh ko chhuu kar
ye ret ra.ng-e-hinaa banii hai
Ahmad Faraz
Nazm
kutte
ko.ii in ko ehsaas-e-zillat dilaa de
ko.ii in kii so.ii hu.ii dum hilaa de
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
do ishq
is kunj se phuuTegii kiran rang-e-hinaa kii
is dar se bahegaa tirii raftaar kaa siimaab
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
farman-e-KHuda
uTTho mirii duniyaa ke Gariibo.n ko jagaa do
kaaKH-e-umraa ke dar o diivaar hilaa do
Allama Iqbal
Nazm
karoge yaad to har baat yaad aaegi
hatheliyo.n kii hinaa yaad kuchh dilaa.egii
karoge yaad to har baat yaad aa.egii
Bashar Nawaz
Nazm
mauzu-e-suKHan
ra.ng-e-rukHsaar pe halkaa saa vo Gaaze kaa Gubaar
sandalii haath pe dhu.ndlii sii hinaa kii tahriir
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ai mere sare logo
sandalii.n paa.nv se mastaana-ravii ruuTh ga.ii
marmarii.n haatho.n pe jal-bujh gayaa a.ngaar-e-hinaa
Ahmad Faraz
Nazm
Diary
''kahaanii vo jis me.n ek shahzaadii chaaT letii hai
apnii a.ngushtarii kaa hiiraa,
Gulzar
Nazm
zauq o shauq
gaah ba-hiila mii-barad, gaah ba-zor mii-kashad
ishq kii ibtidaa ajab ishq kii intihaa ajab!
Allama Iqbal
Nazm
aaina
la.Dkii sar ko jhukaa.e baiThii
kaafii ke pyaale me.n chamcha hilaa rahii hai
Parveen Shakir
Nazm
nauha
har sub.h hilaa detaa thaa zanjiir zamaana
kyuu.n aaj divaane ko jagaataa nahii.n ko.ii