SEARCH RESULTS
Showing search results for "hijraa.n"
Nazm MATCHES FOR "hijraa.n"
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
jigar kii aag nazar kii uma.ng dil kii jalan
kisii pe chaara-e-hijraa.n kaa kuchh asar hii nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tauq-o-dar ka mausam
ye dil ke daaG to dukhte the yuu.n bhii par kam kam
kuchh ab ke aur hai hijraan-e-yaar kaa mausam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kyun
tum jo qaatil na masiihaa Thahre
na ilaaj-e-shab-e-hijraa.n na Gam-e-chaaraagaraa.n
Ada Jafarey
Nazm
gurez
dha.Daktaa hai dil ab bhii raato.n ko lekin
vo nauha-gar-e-dard-e-hijraa.n nahii.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
chaaragaro
guzar ga.ii shab-e-hijraa.n baGair jaan liye
ko.ii sune bhii to kyaa daastaa.n sunaa.uu.n use
Mustafa Zaidi
Nazm
KHwabon ki rakh
aaj ma.aluum hu.aa aatish-e-hijraa.n kyaa hai
merii palko.n pe mire ashko.n bhii jal jaate hai.n
Nazm
faqiri mein
ajab uftaa.n-o-KHaizaa.n marhale pahnaa.ii shab ke,
ta.Dap Gam-haa-e-hijraa.n kii
Sajida Zaidi
Nazm
andalib
is vaqt tuu jo kartii hai fariyaad ham-safiir
betaab aur kartii hai hijraa.n-nasiib ko
Azeemuddin Ahmad
Nazm
shab-e-hijran
raushnii hotii nahii.n mere siyah-KHaane me.n
sham-e-dil ab shab-e-hijraa.n me.n jalaa.uu.n kyuu.nkar
Rabia Sultana Nashad
Nazm
gharib shahr
fasaana shab-e-hijraa.n kaa tuul hai jaise
umiid-e-vasl me.n jiinaa sikhaa ke jaataa hai