SEARCH RESULTS
Showing search results for "himayat ali shayar"
Nazm MATCHES FOR "himayat ali shayar"
Nazm
tazad
mai.n sochtaa huu.n
mai.n ek insaan huu.n ek musht-e-Gubaar huu.n mai.n
Himayat Ali Shayar
Nazm
jawab
suuraj ne jaate jaate ba.Dii tamkanat ke saath
zulmat me.n Duubtii hu.ii duniyaa pe kii nazar
Himayat Ali Shayar
Nazm
an-kahi
tujh ko ma.aluum nahii.n tujh ko bhalaa kyaa ma.aluum
tere chehre ke ye saada se achhuute se nuquush
Himayat Ali Shayar
Nazm
dusra tajraba
kal shab ajiib adaa se thaa ik husn mehrbaa.n
vo shabnamii gulaab sii ra.ngat dhulii dhulii
Himayat Ali Shayar
Nazm
mader-e-watan ka nauha
mere badan par baiThe hu.e gidh
mere gosht kii boTii boTii noch rahe hai.n
Himayat Ali Shayar
Nazm
haarun ki aawaz
dekho abhii hai vaadii-e-kan.aa.n nigaah me.n
taaza har ek naqsh-e-kaf-e-paa hai raah me.n
Himayat Ali Shayar
Nazm
muddat ke baad
muddat ke baa'd tum se milaa huu.n to ye khulaa
ye vaqt aur faasla dhoka nazar kaa thaa
Himayat Ali Shayar
Nazm
yad-e-baiza
mirii hathelii ke saa.np kab tak Dase.nge mujh ko
mirii hathelii ke saa.np jo ab
Himayat Ali Shayar
Nazm
nisbat-e-KHak
zamii.n se kyuu.n na mujhe pyaar ho ki meraa vajuud
azal se taa-ba-abad KHaak se ibaarat hai
Himayat Ali Shayar
Nazm
samundar aur insan
qulzum-e-be-karaa.n teraa phailaa.o
zindagii ke shu.uur kaa aaGaaz
Himayat Ali Shayar
Nazm
aaina-dar-aina
dekhaa to meraa apnaa hii aks-e-jalii thaa vo
vo shaKHs mai.n thaa aur 'himaayat-alii' thaa vo
Himayat Ali Shayar
Nazm
yusuf-e-sani
mai.n chaah-e-kan.aa.n me.n zaKHm-KHurda pa.Daa hu.aa huu.n
zamii.n me.n zinda ga.Daa hu.aa huu.n
Himayat Ali Shayar
Nazm
dhup mein barish
vo shahar jo ham se chhuuTaa hai
usii shahar kii KHvaahish hone lagii
Abdul Qadir
Nazm
KHwabon ka shahar
unhii.n manzaro.n me.n thaa jo shahr basaa
usii shahar ko ham ne imaam kiyaa
Zulfeqar Ahmad
Nazm
dard ke saffak hathon se chura kar ek din
dard ke saffaak haatho.n se churaa kar ek din
phir usii shaadaab vaadii me.n chale.n
Jalees Najeebabadi
Nazm
kashmir
haa.n mai.n bhii huu.n bulbul usii shaadaab chaman kaa
hai chashma-e-firdaus ye 'aalam hai dahan kaa