SEARCH RESULTS
Showing search results for "ifraat-e-zar"
Nazm MATCHES FOR "ifraat-e-zar"
Nazm
alamiya-e-naqd
har ik Gam ko ifraat-e-zar me.n bahaa lo
ma.iishat kaa aisaa janaaza nikaalo
Fay Seen Ejaz
Nazm
ek shahr-ashob ka aaghaz
paivand-e-rah-e-kuucha-e-zar chashm-e-Gazaalaa.n
paabos-e-havas afsar-e-shamshaad-qadaa.n hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
karl marx
us kii biinish us kii vajdaanii-nigaah-e-haq-shanaas
kar ga.ii jo chehra-e-iflaas-e-zar ko be-naqaab
Wamiq Jaunpuri
Nazm
afsana-e-shab-rang
aah-e-dil-e-zaar kaa haal
aalam-e-ishq-o-mohabbat kii hikaayaat sune
Fareed Ishrati
Nazm
yad-e-baiza
jo kushtagaan-e-tilism-e-zar kii hayaat-e-taaza kaa mo.ajiza hai
jo ahd-e-haazir ke saahiro.n
Himayat Ali Shayar
Nazm
KHuddari
qalb meraa daulat-e-ehsaas kho saktaa nahii.n
aab-o-taab-e-zar me.n KHuddaarii Dubo saktaa nahii.n
Nakhshab Jaarchawi
Nazm
o aasman wale
arbaab-e-daulat-o-zar kangaal ho ga.e sab
sannaa.a jis qadar the hammaal ho ga.e sab
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
aaj ek harf ko phir DhunDta phirta hai KHayal
jis se miltii hai nazar bosa-e-lab kii suurat
itnaa raushan ki sar-e-mauja-e-zar ho jaise
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
maut ki justuju
ruuh ko jehd-e-tahsiil-e-zar khaa ga.ii
zehn kii raushnii naa-ummiidii kii zulmat me.n dhundlaa ga.ii
Waheed Akhtar
Nazm
shair ki iltija
hukuumat kaa nahii.n mai.n aarzuu-mand
na ye kahtaa huu.n jaah-o-maal-o-zar de
Fazlurrahman
Nazm
shikast-e-zindan
dariida-tan hai vo qahbaa-e-siim-o-zar jis ko
bahut sambhaal ke laa.e the shaatiraan-e-kuhan