SEARCH RESULTS
Showing search results for "imtiyaaz"
Nazm MATCHES FOR "imtiyaaz"
Nazm
taswir-e-dard
jo tuu samjhe to aazaadii hai poshiida mohabbat me.n
Gulaamii hai asiir-e-imtiyaaz-e-maa-o-tuu rahnaa
Allama Iqbal
Nazm
jashn-e-id
ba.Daa Gazab hai KHudavand-e-kausar-o-tasniim
ki roz-e-'iid bhii tabqo.n kaa imtiyaaz rahaa
Shakeb Jalali
Nazm
shama
yak-bii.n tirii nazar sifat-e-aashiqaan-e-raaz
merii nigaah maaya-e-aashob-e-imtiyaaz
Allama Iqbal
Nazm
guru-nanak dev ji
tire payaam kii barakat se nek ho jaa.e.n
ye imtiyaaz miTe.n log ek ho jaa.e.n
Darshan Singh
Nazm
bulbul o parwana
khulaa hai tujh pe abhii aah raaz-e-ishq kahaa.n
tuu bul-havas hai, tujhe imtiyaaz-e-ishq kahaa.n
Suroor Jahanabadi
Nazm
mir
josh-e-istiGnaa tiraa tere liye vaj.h-e-nashaat
shaan-e-KHuddaarii tirii aa.iina-daar-e-ehtiyaat
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Nazm
meri holi
shaa.ir-o-sannaa.a ho fikr-o-KHalish se be-niyaaz
KHvaaja-o-mazduur me.n baaqii na ho kuchh imtiyaaz
Seemab Akbarabadi
Nazm
nazm ittihad
aa.ii na uf zabaa.n pe sitam par hu.e sitam
kyaa imtihaa.n ke vaaste Thahre hai.n sirf ham
Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi
Nazm
be-wafa kaise banun
KHalvat-e-Gam ke dariicho.n pe ye dastak kaisii
ai mirii faKHr-e-vafaa rashk-e-chaman jaan-e-hayaa
Imtiyaz Ahmad Qamar
Nazm
holi
dikhlaa.e.n kis maze se ab ke bahaar holii
khele hai.n sab jam.a ho kyaa gul-ezaar holii
Lutfunnisa Imtiyaz
Nazm
mustaqbil
azmat o zillat kaa saaraa imtiyaaz uTh jaa.egaa
ek manzil me.n shahanshaah o gadaa ho jaa.e.nge
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
KHud-kushi
kisii jinsii imtiyaaz ke baGair
ra.ng, nasl aur zabaan ke farq ko KHaatir me.n na laate hu.e