SEARCH RESULTS
Showing search results for "intihaa"
Nazm MATCHES FOR "intihaa"
Nazm
saza
mai.n ibtidaa-e-ishq se be-mehr hii rahaa
tum intihaa-e-ishq kaa me.aar hii raho
Jaun Eliya
Nazm
zauq o shauq
gaah ba-hiila mii-barad, gaah ba-zor mii-kashad
ishq kii ibtidaa ajab ishq kii intihaa ajab!
Allama Iqbal
Nazm
shikast-e-tauba
ai rahmat-e-tamaam mirii har KHataa mu.aaf
mai.n intihaa-e-shauq me.n ghabraa ke pii gayaa
Jigar Moradabadi
Nazm
pandrah august
kab intihaa hai ko.ii is kii kab ko.ii had hai
chamak dikhaate hai.n zarre ab aasmaano.n ko
Javed Akhtar
Nazm
haqiqat
agar haqiiqat hai kuchh to ye ik havaa kaa jho.nkaa
jo ibtidaa se safar me.n hai
Muneer Niyazi
Nazm
aaftab
nai ibtidaa ko.ii na ko.ii intihaa tirii
aazaad qaid-e-avval-o-aaKHir ziyaa tirii
Allama Iqbal
Nazm
shama
a sham.a intihaa-e-fareb-e-KHyaal dekh
masjuud saakinaan-e-falak kaa ma.aal dekh