SEARCH RESULTS
Showing search results for "ishtiyaq"
Nazm MATCHES FOR "ishtiyaq"
Nazm
shama
manzil kaa ishtiyaaq hai Gam-karda raah huu.n
a sham.a me.n asiir-e-fareb-e-nigaah huu.n
Allama Iqbal
Nazm
tarana-e-qaumi
miT nahii.n sakte kabhii tere usuul-e-ittifaaq
kyuu.n na ho ai hind tujh ko daur-e-nau kaa ishtiyaaq
Safeer Kakorvi
Nazm
tumhein pyar hai, to yaqin do,
tumhe.n pyaar hai, to yaqiin do,
mujhe na kaho, tumhe.n pyaar hai, mujhe dekhne kii na zid karo,
Arif Ishtiaque
Nazm
na qael hote hain na zail
ishtiyaaq rakhte hai.n
hame.n kyaa kaam milegaa
Rajinder Manchanda Bani
Nazm
sukun
na ishtiyaaq, na hairat, na iztiraab, na sog
sukuut-e-shaam me.n kho.ii hu.ii kahaanii kaa
Akhtarul Iman
Nazm
hazrat firaq
takte hai.n raah log ye kis ishtiyaaq me.n
arbaab-e-fikr rote hai.n kis ke firaaq me.n
Zafar Mirzapuri
Nazm
daraKHt-e-zard
sitam ye hai ye kahne se jhijaktaa thaa vo fahhaama
thaa behad ishti.aal-a.ngez bad-qismat o allaama
Jaun Eliya
Nazm
aaKHiri mulaqat
kyaa jaane ab na ulfat-e-deriina yaad aa.e
is husn-e-iKHtiyaar pe aa.nkhe.n jhukaa to le.n
Akhtarul Iman
Nazm
parchhaiyan
ye be-qaraar ye be-iKHtiyaar josh-e-numuud
ki jaise nuur kaa favvaara ho shafaq-aaluud
Firaq Gorakhpuri
Nazm
raat aur rail
siina-e-kohsaar par cha.Dhtii hu.ii be-iKHtiyaar
ek naagan jis tarah mastii me.n lahraatii hu.ii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
tauq-o-dar ka mausam
yahii junuu.n kaa yahii tauq-o-daar kaa mausam
yahii hai jabr yahii iKHtiyaar kaa mausam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
imtihan mein kaamyabi
jinhe.n KHud apne qalam par thaa iKHtiyaar bahut
jo apne aap ko samjhe the hoshiyaar bahut