SEARCH RESULTS
Showing search results for "jaalte"
Nazm MATCHES FOR "jaalte"
Nazm
ye pichhle ishq ki baaten hain
socho.n me.n bha.nvar pa.D jaate the
jab ek talaatum rahtaa thaa
Mohsin Naqvi
Nazm
alaw
kaaT ke Daal diyaa jalte alaa.o me.n use
raat-bhar phuu.ko.n se har lau ko jagaa.e rakkhaa
Gulzar
Nazm
aaKHiri bar milo
aaKHirii baar milo aise ki jalte hu.e dil
raakh ho jaa.e.n ko.ii aur taqaaza na kare.n
Mustafa Zaidi
Nazm
zindan ki ek subh
apne shahpuur kii rah dekh rahii hai.n ye asiir
jis ke tarkash me.n hai.n ummiid ke jalte hu.e tiir
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aazadi
fazaa me.n jalte dilo.n se dhu.aa.n saa uThtaa hai
are ye sub.h-e-Gulaamii ye shaam-e-aazaadii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
ziyaada pas mat aana
apne apne zahr ke sho.alo.n me.n jalte hai.n
ye bichchhuu dukh nigalte aur pachhtaave ugalte hai.n
Rehman Faris
Nazm
main aur main!
ahd ki dono.n ek hii aag me.n jalte rahe.nge
aag ki jis me.n jal kar jism hu.aa KHaakistar
Saqi Faruqi
Nazm
zindagi
aur ye sadiyo.n se jaltaa saa sulagtaa saa vajuud
is se pahle ki sahar maathe pe shabnam chhi.Dke
Kaifi Azmi
Nazm
chand taron ka ban
mom kii tarah jalte rahe ham shahiido.n ke tan
raat-bhar jhilmilaatii rahii sham-e-sub.h-e-vatan
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
mere kamre mein utar aai KHamoshi phir se
sham-e-vaada kii tarah jalte the
saa.ns letii thii fazaa me.n KHushbuu
Mohsin Naqvi
Nazm
us samt na jaana jaan meri
aa.nkho.n ko bujhaa kar jaltii hai.n
us samt kii ujlii miTTii me.n
Mohsin Naqvi
Nazm
qaht-e-bangal
sayyaad ne luuTaa thaa anaadil kaa nasheman
sayyaad kaa jalte hu.e ghar dekh rahaa huu.n