SEARCH RESULTS
Showing search results for "jaanvar"
Nazm MATCHES FOR "jaanvar"
Nazm
ek pahaD aur gilahri
jo baat mujh me.n hai tujh ko vo hai nasiib kahaa.n
bhalaa pahaa.D kahaa.n jaanvar Gariib kahaa.n!
Allama Iqbal
Nazm
zindagi
jaanvar zab.h kiye itne ki KHuu.n kii lahre.n
paa.nv se uTh ke kamar tak aa.ii.n
Kaifi Azmi
Nazm
sher aur KHargosh
bahut hii ba.De ek jangal me.n ik baar
bahut hii ba.Daa ek hii sher thaa
Gulzar
Nazm
KHana-ba-dosh
ab kyuu.n shariik-e-halqa-e-nau-e-bashar nahii.n
insaan hii to hai.n ye ko.ii jaanvar nahii.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
darbar1911
aadmii aur jaanvar aur ghar muzayyan aur machine
phuul aur sabza chamak aur raushnii rail aur taar
Akbar Allahabadi
Nazm
subh ki aamad
azaa.n par azaa.n murG dene lagaa
KHushii se har ik jaanvar boltaa hai
Ismail Merathi
Nazm
sher bechaara
sher jangal me.n hai udaas bahut
jaanvar kam hai.n aur ghaas bahut
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
zara socho
farz karo ki saare jaanvar baat bhii karte ham se
un ke jo jii me.n aa jaataa kah dete ek dam se
Asna Badr
Nazm
mazdur
jaa rahaa hai jaanvar kii tarah ghabraataa hu.aa
haa.nptaa girtaa laraztaa Thokare.n khaataa hu.aa
Seemab Akbarabadi
Nazm
ek pauda aur ghas
tujh pe mu.nh Daale jo ko.ii jaanvar
us kii lii jaatii hai DanDe se KHabar
Ismail Merathi
Nazm
raat din
ko.ii ho insaan yaa haivaan ho
jaanvar ho yaa ko.ii be-jaan ho
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Nazm
subh ka tarana
KHushii se har ik jaanvar boltaa hai
daraKHto.n ke uupar ajab chahchahaa hai
Ismail Merathi
Nazm
raushni ke minar
vaqt-e-gardaa.n kii musalsal Tik Tik
jaanvar kii.De mako.De hashraat