SEARCH RESULTS
Showing search results for "jaib"
Nazm MATCHES FOR "jaib"
Nazm
kya karun
phir chaak chaak siina hai aavaaz duu.n kise
phir taar taar jaib-o-garebaa.n hai kyaa karuu.n
Josh Malihabadi
Nazm
mah-o-sal
zamii.n pe ab bhii utartaa hai aasmaa.n ki nahii.n?
kisii ke jaib-o-garebaa.n kii aazmaa.ish me.n
Mustafa Zaidi
Nazm
istifsar
diyaa kyaa hai baad-e-bahaarii ne tohfa
ye jaib-o-garebaa.n ke taaro.n se puuchho
Syed Husain Ali Jafri
Nazm
saza
bezaar ho ga.ii ho bahut zindagii se tum
jab bas me.n kuchh nahii.n hai to bezaar hii raho
Jaun Eliya
Nazm
raqib se!
jab kahii.n baiTh ke rote hai.n vo bekas jin ke
ashk aa.nkho.n me.n bilakte hu.e so jaate hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
wa-yabqa-wajh-o-rabbik (hum dekhenge)
jab zulm-o-sitam ke koh-e-giraa.n
ruu.ii kii tarah u.D jaa.e.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kabhi kabhi
inhii hasiin fasaano.n me.n mahv ho rahtaa
pukaartii.n mujhe jab talKHiyaa.n zamaane kii
Sahir Ludhianvi
Nazm
dastur
diip jis kaa mahallaat hii me.n jale
chand logo.n kii KHushiyo.n ko le kar chale
Habib Jalib
Nazm
taj-mahal
siina-e-dahr ke naasuur hai.n kohna naasuur
jazb hai un me.n tire aur mire ajdaad kaa KHuu.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
itna malum hai!
aur jab us ne vahaa.n mujh ko na paayaa hogaa!?
aap ko ilm hai vo aaj nahii.n aa.ii hai.n?