SEARCH RESULTS
Showing search results for "jalva-e-tuur"
Nazm MATCHES FOR "jalva-e-tuur"
Nazm
jawab-e-shikwa
tum me.n huuro.n kaa ko.ii chaahne vaalaa hii nahii.n
jalva-e-tuur to maujuud hai muusaa hii nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
tum ho
jalva-e-tuur kii muusaa hii haqiiqat jaane.n
mirii shah-rag me.n usii tarh se barpaa tum ho
Zubair Ahmad Saani
Nazm
iqbaal ka sher
ik barq sar-e-tuur takallum ke sahaare
ik jalva-e-mastuur tarannum ke sahaare
Maikash Akbarabadi
Nazm
do-aba bast jalandhar
gosha gosha teraa nuur-e-ilm se ma.amuur hai
zarra zarra haamil-e-nuur-e-charaaG-e-tuur hai
Arsh Malsiyani
Nazm
jawani
KHvaabiida the jazbaat badalne lage karvaT
ruu-e-sharar-e-tuur se ha.Tne lagaa ghuu.ngat
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
jashn-e-jamhuriyat
har ek qumquma yahaa.n charaaG-e-koh-e-tuur hai
har ik fazaa pe rang hai har ek samt nuur hai
Arsh Malsiyani
Nazm
KHatun-e-mashriq
terii peshaanii pe jhalkegaa misaal-e-barq-e-tuur
tifl kaa naaz-e-sharaafat aur shauhar kaa Guruur
Josh Malihabadi
Nazm
KHanjar talash karta hai
taraashtaa hai baraahiim-e-asr sad-asnaam
charaaG-e-tuur par aazar talaash kartaa hai
Bebak Bhojpuri
Nazm
qafila-e-nau-bahaar
kahaa.n ke jalva-e-KHizr-o-tajalliyyaat-e-kaliim
chalii bhii jaa jaras-e-Guncha kii sadaa pe nasiim
Akhtar Ansari
Nazm
muraqqa-e-ibrat
jalva-e-husn-e-azal aa.e tasavvur me.n agar
gosha-e-dil me.n machalte hu.e armaa.n ho.nge
Lala Anoop Chand Aaftab Panipati
Nazm
jalwa-e-parda-dar
KHuub hu.e nazar nazar kuucha-e-e.atibaar me.n
kitne hai.n chaak dekhiye jalva-e-parda-daar me.n