SEARCH RESULTS
Showing search results for "jalvat"
Nazm MATCHES FOR "jalvat"
Nazm
ek aarzu
ho haath kaa sirhaanaa sabze kaa ho bichhaunaa
sharmaa.e jis se jalvat KHalvat me.n vo adaa ho
Allama Iqbal
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
KHalvat me.n bhii ho jalvat kaa samaa.n vahdat ko du.ii se shaad kare.n
ye aarzu.e.n iijaad na kar
Akhtar Shirani
Nazm
an-kahi
jaise sho.ala saa nigaaho.n me.n lapak kar rah jaa.e
KHalvat-e-bazm ho yaa jalvat-e-tanhaa.ii ho
Himayat Ali Shayar
Nazm
kya gul-badani hai
KHalvat me.n vo tasliim hai jalvat me.n tahakkum
saahil pe subuk-mauj safiine me.n talaatum
Josh Malihabadi
Nazm
jamuna
ye vo jamunaa hai jahaa.n le le ke jalvat ke maze
luuTe hai.n ushshaaq ne barso.n mohabbat ke maze
Suroor Jahanabadi
Nazm
talKH-o-tursh
ye hasii.n atlas-o-kam-KHvaab bune hai.n mai.n ne
mere hisse me.n magar duur kaa jalva hii rahaa
Rahi Masoom Raza
Nazm
nuqush-e-fikr-o-‘amal
maahaul ke zulmat-kada-e-tiira-shabii ko
ik jalva-gah-e-kaahkashaa.n ham ne kiyaa hai
Inam Thanvi
Nazm
aawara-gard lamhe
kahtii hai aql ham ko jalvat-pasand rogii
kyaa saadhuu.o.n me.n aisii jvaalaa jagii na hogii
Chandrabhan Khayal
Nazm
ahmad-faraaz marhum ki nazr
vo mard-e-KHalvat-o-jalvat vo mard-e-lauh-o-qalam
vo mard-e-nek-'amal aah mard-e-nek-bayaa.n
Shadab Razi
Nazm
jawab-e-shikwa
tum me.n huuro.n kaa ko.ii chaahne vaalaa hii nahii.n
jalva-e-tuur to maujuud hai muusaa hii nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
aurat
husn aur ishq ham-aavaaz o ham-aaha.ng hai.n aaj
jis me.n jaltaa huu.n usii aag me.n jalnaa hai tujhe
Kaifi Azmi
Nazm
saqi-nama
KHudii jalva badmast o KHalvat-pasand
samundar hai ik buu.nd paanii me.n band