SEARCH RESULTS
Showing search results for "jalvat"
Ghazal MATCHES FOR "jalvat"
Ghazal
KHalvat kii gha.Dii guzrii jalvat kii gha.Dii aa.ii
chhuTne ko hai bijlii se aaGosh-e-sahaab aaKHir
Allama Iqbal
Ghazal
dekhaa 'asad' ko KHalvat-o-jalvat me.n baar-haa
diivaana gar nahii.n hai to hushyaar bhii nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Shaheen Abbas
Ghazal
ma.aluum hai duniyaa ko ye 'hasrat' kii haqiiqat
KHalvat me.n vo mai-KHvaar hai jalvat me.n namaazii
Hasrat Mohani
Ghazal
dekhaa hai us ko KHalvat o jalvat me.n baar-haa
vo aadmii bahut hii ajiib-o-Gariib thaa
Obaidullah Aleem
Ghazal
jalvat kaa bharosa hai na KHalvat kii tavaqqo
sab vahm thaa yaaro.n ne jo taake the Thikaane
Ismail Merathi
Ghazal
vo KHalvat me.n kuchh aur jalvat me.n kuchh hai
karam us kaa mujh par ajab taur kaa hai
Himayat Ali Shayar
Ghazal
ek vo hai.n jinhe.n KHalvat me.n bhii lutf-e-jalvat
haa.e vo shaKHs jo mahfil me.n bhii tanhaa hogaa
Lais Quraishi
Ghazal
bikhre hu.e hai.n lafz bhii nauhagarii kahaa.n
dil me.n havaa-e-KHalvat-o-jalvat nahii.n rahii
Kishwar Naheed
Ghazal
paas se to tirii aa.nkho.n ke bha.nvar le Duube
duur se jalva-e-girdaab-e-balaa KHuub sahii
Jameel Malik
Ghazal
Safi Lakhnavi
Ghazal
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
un ko jalvat kii havas mahfil me.n tanhaa kar ga.ii
jo kabhii hote the apnii zaat se ik anjuman
Saleem Ahmed
Ghazal
Iqbal Haidri
Ghazal
ye kyaa ki aaj aap kahii.n bhii nahii.n mile
KHalvat ke aas-paas na jalvat ke aas-paas