SEARCH RESULTS
Showing search results for "jannat-e-firdaus"
Nazm MATCHES FOR "jannat-e-firdaus"
Nazm
gulha-e-aqidat
sarzamiin-e-hind ko jannat banaane ke liye
kaise kaise dast-o-baazuu ke shajar jaate rahe
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
meri beTi
har nazar me.n raushnii aa jaa.egii
huur-e-jannat se nichhaavar laa.egii
Aale Ahmad Suroor
Nazm
saughat
aur har mo.D nazar aataa hai kitnaa dilkash
jannat-e-qalb-o-nazar chaa.nd-sitaaro.n kaa jahaa.n
Daud Ghazi
Nazm
pashemani
aur havaa.o.n me.n ba.Dhii.n
saamne jannat-e-gum-gashta nazar aatii thii
Tasadduq Husain Khalid
Nazm
rah-guzasht
jannat-o-dozaKH-o-a.araaf se mai.n guzraa huu.n
KHunkii-e-husn ke sho.ale mujhe pighlaate rahe
Saeed-ul-Zafar Chughtai
Nazm
kya kahen kya likhen
jo ye zamaana hai misl-e-firdaus
in zamaano.n ko kyaa likkhe.n ham?
Waheed Ahmad
Nazm
jab tere shahr se guzarta hun
kaun sii shaaKH-e-gul pe raqsaa.n hai
rashk-e-firdaus aashiyaa.n teraa
Saifuddin Saif
Nazm
ek nazm
ai kisii jannat-e-zar-faam se aane vaalii
apnaa TuuTaa hu.aa pindaar chhupaa le mujh se
Qateel Shifai
Nazm
sham-e-bahaar
sahn-e-firdaus hai zamiin-e-chaman
gul-fishaa.n hai nigaah kaa daaman
Syed Aabid Ali Aabid
Nazm
naya safar hai purane charag gul kar do
fareb-e-jannat-e-fardaa ke jaal TuuT ga.e
hayaat apnii umiido.n pe sharmsaar sii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
tarana-e-watan
rashk-e-firdaus hai teraa ra.ngii.n chaman
tujh pe gul-baash karte hai.n koh-o-daman
kanval Dibaivi
Nazm
mahatma gandhi
fanaa-kade ko banaayaa hai jannat-e-gul-posh
ravaa.n-davaa.n hai.n jahaa.n niil-o-gang dosh-ba-dosh
Afsar Seemabi Ahmad Nagari
Nazm
tere baghair
vo meraa ghar jo Gairat-e-firdaus thaa kabhii
dozaKH ab us me.n sho'la-fishaa.n hai tire baGair
Shaida Ambalvi
Nazm
kashmir
haa.n mai.n bhii huu.n bulbul usii shaadaab chaman kaa
hai chashma-e-firdaus ye 'aalam hai dahan kaa
Chakbast Braj Narayan
Nazm
dosti ka hath
ji.e.n tamaam hasiinaan-e-KHaibar-o-lahore
ji.e.n tamaam javaanaan-e-jannat-e-kashmiir