SEARCH RESULTS
Showing search results for "jazb"
Nazm MATCHES FOR "jazb"
Nazm
taj-mahal
an-ginat logo.n ne duniyaa me.n mohabbat kii hai
kaun kahtaa hai ki saadiq na the jazbe un ke
Sahir Ludhianvi
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
ai ishq hame.n barbaad na kar
ye rog lagaa hai jab se hame.n ranjiida huu.n mai.n biimaar hai vo
Akhtar Shirani
Nazm
hasan kuza-gar (4)
jazb kartaa rahaa thaa
ki har aane vaale kii aa.nkho.n ke maabad pe jaa kar cha.Dhaa.uu.n
Noon Meem Rashid
Nazm
aaj ki raat
dekhnaa jazb-e-mohabbat kaa asar aaj kii raat
mere shaane pe hai us shoKH kaa sar aaj kii raat
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ek taswir-e-rang
husn kaa naGma-e-javed hu.ii thii ma.aluum
ishq kaa jazb-e-betaab nazar aa.ii thii
Sahir Ludhianvi
Nazm
tum
KHudaa kare kisii daaman me.n jazb ho na sake.n
ye mere ashk-e-hasii.n jin se aashkaar ho tum
Kaifi Azmi
Nazm
aalam kitne
jazb ho.nge abhii is KHaak-e-chaman me.n ai dost
ashk ban ban ke guhar-reza-e-shabnam kitne
Jan Nisar Akhtar
Nazm
talaba-e-ali-gaDh collage ke nam
jazb-e-haram se hai faroG anjuman hijaaz kaa
us kaa maqaam aur hai us kaa nizaam aur hai
Allama Iqbal
Nazm
dildar dekhna
jazb-e-musaafiraan-e-rah-e-yaar dekhnaa
sar dekhnaa, na sa.ng, na diivaar dekhnaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tujhe KHud se alag kaise karun main
tujhe KHud se alag kaise karuu.n me.n
tujhe jab khii.nchtaa huu.n KHud se baahar
Chandra Shekhar Varma
Nazm
bhaarat ke musalman
har zarra-e-dehlii hai tire zau se munavvar
punjab kii mastii asar-e-jazb-e-qalandar
Jagan Nath Azad
Nazm
barsat ki ek raat
thirakte hu.e abr kaa jazb tauba
ki daaman uThaa.e zamii.n ghuumtii hai
Kaifi Azmi
Nazm
aaj ki raat
lab se lab yuu.n mile.n ki kho jaa.e.n
jazb ik duusre me.n ho jaa.e.n
Hafeez Hoshiarpuri
Nazm
ammi ki yaad mein
is me.n kitnii raushan sub.he.n jazb hu.ii hai.n
kitnii sannaaTii do-pahre.n
Rashid Jamaal Farooqi
Nazm
parwaz
jahaa.n me.n lazzat-e-parvaaz haq nahii.n us kaa
vujuud jis kaa nahii.n jazb-e-KHaak se aazaad
Allama Iqbal
Nazm
hum
mujhe tum apne jamaal kii zau me.n jazb kar lo
visaal me.n fard kii fanaa hai