SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaifiyat-e-iztiraab"
Nazm MATCHES FOR "kaifiyat-e-iztiraab"
Nazm
jawab-e-shikwa
KHud-gudaazii nam-e-kaifiyat-e-sahbaa-yash buud
KHaalii-az-KHesh shudan suurat-e-miinaa-yash buud
Allama Iqbal
Nazm
jugnu
vo kuchh nahii.n hai ab ik jumbish-e-KHafii ke sivaa
KHud apnii kaifiyat-e-niil-guu.n me.n har lahza
Firaq Gorakhpuri
Nazm
aagha-hashr kashmiri
bazm-e-aalam me.n vo kaifiyaat-e-ra.ng-o-buu nahii.n
raunaq-e-aivaan-e-getii aaj shaayad tuu nahii.n
Mohammad Sadiq Zia
Nazm
apni malka-e-suKHan se
ik lashkar-e-nashaat hai har Gam ke ham-rikaab
zer-e-nagii.n hai aalam-e-taamkiin-o-iztiraab
Josh Malihabadi
Nazm
tumhein yaad ho ki na yaad ho
vo niyaaz-o-naaz kii mahfile.n
vo sukuu.n-navaazii-e-iztiraab
Maikash Hyderabadi
Nazm
maut
sard taabinda nigaaho.n ke sharaar
sard-bar-kaifiyat-e-Gam kii sulagtii hu.ii aag
Zahida Zaidi
Nazm
pech-o-tab
phir tasavvur khaa rahaa hai pech-o-taab
phir vahii haijaan-o-harkat karb-o-dard-o-iztiraab
Amjad Najmi
Nazm
dua
mujhe tuu muzhda-e-kaifiyyat-e-davaamii de
mire KHudaa mujhe e.azaaz-e-naa-tamaamii de
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
sati
halkii halkii chaandnii kaifiyat-e-gul-gasht-e-baaG
vo lab-e-juu aah husn o ishq ke do shab charaaG
Suroor Jahanabadi
Nazm
aaj TuTa hai bharosa mera
baa'd muddat ke mire paas chalaa aayaa hai
aaj phir kaifiyat-e-jaa.n hai vahii
Dr. Abdullah
Nazm
mukafat
KHaamoshiyo.n me.n kaifiyat-e-guftuguu rahe
yaado.n ke pech-o-KHam ko sa.nvaare.n tamaam raat
Muneebur Rahman
Nazm
kaDi dhup se pahaDon tak
har taraf ek haul-naak samaa.n
har taraf mahv-e-iztiraab insaa.n
Paigham Aafaqi
Nazm
haram mein
ajab thii kaifiyyat-e-jaa.n tavaaf ke dauraa.n
ham apne aap ko rashk-e-malak samajhte rahe
Adeel Zaidi
Nazm
naqqad
kaifiyyat-e-qabz us kii tabii.at me.n rahegii
zehn us kaa mazaafaat-e-ta.attul me.n milegaa
Raza Naqvi Vahi
Nazm
KHak-e-hind
ab tak asar me.n Duubii naaquus kii fuGaa.n hai
firdaus-e-gosh ab tak kaifiyyat-e-azaa.n hai