SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaliyaa.n"
Nazm MATCHES FOR "kaliyaa.n"
Nazm
parinde ki fariyaad
lagtii hai choT dil par aataa hai yaad jis dam
shabnam ke aa.n.su.o.n par kaliyo.n kaa muskuraanaa
Allama Iqbal
Nazm
chakle
ta.affun se pur niim-raushan ye galiyaa.n
ye maslii hu.ii adh khilii zard kaliyaa.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
radd-e-amal
chand kaliyaa.n nashaat kii chun kar
muddato.n mahv-e-yaas rahtaa huu.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
nur-jahan ke mazar par
kaise har shaaKH se mu.nh-band mahaktii kaliyaa.n
noch lii jaatii thii.n taz.iin-e-haram kii KHaatir
Sahir Ludhianvi
Nazm
apni malka-e-suKHan se
mauje.n sabaa kii baaG pe sahbaa chhi.Dak ga.ii.n
jumbish hu.ii labo.n ko to kaliyaa.n chaTak ga.ii.n
Josh Malihabadi
Nazm
hinDola
isii hi.nDole me.n 'bhavabhut' o 'kaaliidaas' kabhii
humak humak ke jo tutlaa ke gungunaa.e the
Firaq Gorakhpuri
Nazm
sone walo jago
baaG me.n chi.Diyaa.n bol rahii hai.n
kaliyaa.n aa.nhke.n khol rahii hai.n
Hafeez Jalandhari
Nazm
irani talaba ke nam
us nuur ke nau-ras motii hai.n
us aag kii kachchii kaliyaa.n hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
use kahna mohabbat dil ke tale toD deti hai
use kahnaa mohabbat phuul kaliyaa.n aur KHushbuu hai
use kahnaa mohabbat chaa.nd-taare aur jugnuu hai
Erum Zehra
Nazm
tum yaad mujhe aa jate ho
tum yaad mujhe aa jaate ho
jab sehn-e-chaman me.n kaliyaa.n khil kar phuul kii suurat hotii hai.n
Behzad Lakhnavi
Nazm
girls college ki lari
jhalakte vo shiisho.n me.n shaadaab chehre
vo kaliyaa.n sii khultii hu.ii mu.nh andhere
Jan Nisar Akhtar
Nazm
nazr-e-collage
daur-e-KHizaa.n me.n bhii tirii kaliyaa.n khilii rahe.n
taa-hashr ye hasiin fazaa.e.n basii rahe.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
tawaif
kaliyaa.n be-zaar hai.n shabnam ke talavvun se magar
tuu ne is diida-e-pur-nam ko to dekhaa hotaa
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
naya husn
aagahii ne tirii baato.n me.n khilaaii.n kaliyaa.n
ilm ne shakkarii.n lahje me.n nicho.De a.nguur