SEARCH RESULTS
Showing search results for "kamii"
Nazm MATCHES FOR "kamii"
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
abhii giraanii-e-shab me.n kamii nahii.n aa.ii
najaat-e-diida-o-dil kii gha.Dii nahii.n aa.ii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
dosti ka hath
guzar ga.e ka.ii mausam ka.ii rute.n badlii.n
udaas tum bhii ho yaaro udaas ham bhii hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
nazrana
kyaa kamii hai jo karogii miraa nazraana qubuul
chaahne vaale bahut, chaah ke afsaane bahut
Kaifi Azmi
Nazm
ahl-e-dil aur bhi hain
sar salaamat hai to kyaa sa.ng-e-malaamat kii kamii
jaan baaqii hai to paikaan-e-qazaa aur bhii hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
taj-mahal
hai taKHt to maujuud sulaimaa.n kii kamii hai
jannat kaa dariicha to hai rizvaa.n kii kamii hai
Mahshar Badayuni
Nazm
inqalab
na taabnaakii-e-ruKH hai na kaakulo.n kaa hujuum
hai zarra zarra pareshaa.n kalii kalii maGmuum
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
sab jaante hain ilm se hai zindagi ki ruh
sadme uThaa.e ranj sahe gaaliyaa.n sunii.n
lekin na chho.Daa qaum ke KHaadim ne ye kaam
Akbar Allahabadi
Nazm
naya husn
aa qariib aa ki ye juu.Daa mai.n pareshaa.n kar duu.n
tishna-kaamii ko ghaTaa.o.n kaa payaam aa jaa.e
Kaifi Azmi
Nazm
numaish-e-aligarh
magar jaise har shai me.n ko.ii kamii hai
are o nigaaho.n pe chhaa jaane vaalii
Shakeel Badayuni
Nazm
agar hai jazba-e-tamir zinda
agar hai jazba-e-taamiir zinda
to phir kis chiiz kii ham me.n kamii hai