SEARCH RESULTS
Showing search results for "kavi priya keshav das ebooks"
Nazm MATCHES FOR "kavi priya keshav das ebooks"
Nazm
aao hum raqs karen
aa.o ham raqs-kunaa.n shahr-e-tilismaat me.n jazbaat ke ra.ngo.n
se zamaane kii nigaahe.n bhar de.n
nawed malik
Nazm
dast-e-tah-e-sang-amada
bezaar fazaa darpa-e-aazaar sabaa hai
yuu.n hai ki har ik hamdam-e-deriina KHafaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tum ja chuki ho
meraa dil der tak so.e hu.e mu.nh kii baas thaa
jahaa.n tum KHud-rav phuul ban kar khil uThii thii.n
Zahid Imroz
Nazm
la bhi hai ek guman
tum ne kyaa dekhaa yahaa.n kuchh bhii nahii.n
ham ne kyaa paayaa yahaa.n kuchh bhii nahii.n
Faheem Shanas Kazmi
Nazm
yaran-e-najd
ai baad-e-sub.h-gaahii dil keii kalii khilaa de
viiraana mere dil kaa rashk-e-chaman banaa de
Khushi Mohammad Naazir
Nazm
karl marx
marx ke ilm o fataanat kaa nahii.n ko.ii javaab
kaun us ke dark se hotaa nahii.n hai faiz-yaab
Wamiq Jaunpuri
Nazm
talKH-o-tursh
kyuu.n mirii talKH-navaa.ii se KHafaa hote ho
zahr hii mujh ko milaa zahr piyaa hai mai.n ne
Rahi Masoom Raza
Nazm
basant aur holi ki bahaar
saaqii kuchh aaj tujh ko KHabar hai basant kii
har suu bahaar pesh-e-nazar hai basant kii
Ufuq Lakhnavi
Nazm
kali-das
jahaan-e-ilm ko tasliim hai vaqaar tiraa
adab ke phuulo.n se daaman hai laala-zaar tiraa
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Nazm
iltija-e-musafir
farishte pa.Dhte hai.n jis ko vo naam hai teraa
ba.Dii janaab tirii faiz aam hai teraa
Allama Iqbal
Nazm
taj
jaan-e-gulshan aur jaanaan-e-bahaar
jaavedaa.n sham-e-shabistaan-e-bahaar