SEARCH RESULTS
Showing search results for "khaanqaah"
Nazm MATCHES FOR "khaanqaah"
Nazm
zindagi
KHush-nashii.n hai.n ki chashm o dil kii muraad
dair me.n hai na KHaanqaah me.n hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
surKH sitara
aur us raat kii taariikii me.n kho jaa.e.nge
maktab o KHaanqah o dair o kaliisaa o haram
Amir Usmani
Nazm
sayyad se aaj hazrat-e-waiz ne ye kaha
us vaqt qibla jhuk ke karuu.n aap ko salaam
phir naam bhii huzuur jo le.n KHaanqaah kaa
Akbar Allahabadi
Nazm
KHanqah
qum-bi-iznillaah kah sakte the jo ruKHsat hu.e
KHaanqaaho.n me.n mujaavar rah ga.e yaa gorkan
Allama Iqbal
Nazm
hawa ruki hai to raqs-e-sharar bhi KHatm hua
bujhii bujhii sii hai qindiil-e-KHaanqaah-e-adab
dhu.aa.n dhu.aa.n hai.n
Tariq Qamar
Nazm
insan ki fariyaad
jap tap me.n umr apnii mai.n ne basar kii aksar
ban ban ke piir-e-raahib jaa KHaanqaah basaa.ii
Ghulam Bhik Nairang
Nazm
na-KHalaf mizaj ki musaddaqa taslimat
lahjo.n ko un ke maslak se pahchaantii huu.n
aur kisii baa-muravvat KHaanqaah me.n
Sidra Sahar Imran
Nazm
sahab-e-KHanqah se
aa is taraf bhii aabid-e-shab-zinda-daar dekh
mauj-e-havaa me.n silsila-e-zulf-e-yaar dekh
Jauhar Nizami
Nazm
shikwa
naqsh-e-tauhiid kaa har dil pe biThaayaa ham ne
zer-e-KHanjar bhii ye paiGaam sunaayaa ham ne
Allama Iqbal
Nazm
aawara
le ke ik cha.ngez ke haatho.n se KHanjar to.D duu.n
taaj par us ke damaktaa hai jo patthar to.D duu.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ek aarzu
maanuus is qadar ho suurat se merii bulbul
nanhe se dil me.n us ke khaTkaa na kuchh miraa ho
Allama Iqbal
Nazm
mat qatl karo aawazon ko
ham log mohabbat vaale hai.n
tum KHanjar kyuu.n lahraate ho
Ahmad Faraz
Nazm
tarana-e-milli
teGo.n ke saa.e me.n ham pal kar javaa.n hu.e hai.n
KHanjar hilaal kaa hai qaumii nishaa.n hamaaraa