SEARCH RESULTS
Showing search results for "khaar-e-paa"
Nazm MATCHES FOR "khaar-e-paa"
Nazm
gulha-e-aqidat
qumriyaa.n miiThe suro.n ke saaz le kar aa ga.ii.n
bulbule.n mil-jul ke aazaadii ke gun gaane lagii.n
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
august-1952
hai dasht ab bhii dasht magar KHuun-e-paa se 'faiz'
sairaab chand KHaar-e-muGiilaa.n hu.e to hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nur-jahan ka mazar
pazhmurda vo gul dab ke hu.e KHaak ke niiche
KHvaabiida hai.n KHaar-o-KHas-o-KHaashaak ke niiche
Tilok Chand Mahroom
Nazm
shauq-e-gurezan
KHaar-e-chashm-e-hariif rahne de
hirz-e-baazuu-e-dostaa.n na banaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
bahaar-e-shabab
jaam-e-aatish-zer-e-paa kii oT le kar saaqiyaa
botalo.n me.n Duub jaane kaa zamaana aa gayaa
Shameem Farooq Banspari
Nazm
taswir-e-KHyali
haa.n magar sun le tuu ai husn kii mai se sarshaar
KHaar-KHaar-e-alam-e-hijr se huu.n saKHt hazii.n
Azeemuddin Ahmad
Nazm
hum KHwab-zada
ham behis aur be-dast-o-paa ho jaate hai.n
KHvaabo.n kii vaadii me.n pahu.nch kar
Ambar Bahraichi
Nazm
janam-din ki KHushi
mujhe is baaG-e-hastii se
sivaa KHaar-e-aziyyat ke milaa kyaa hai
Kashif Rafiq
Nazm
unT
aaKHirash manzil pe pahu.nchaataa hai tuu
aur suukhe KHaar-o-KHas khaataa hai tuu