SEARCH RESULTS
Showing search results for "khalbalii"
Nazm MATCHES FOR "khalbalii"
Nazm
pand-nama
khalbalii kaa.o.n kaa.o.n khaT-manDal
hau.nk ha.ngaama hamhama halchal
Josh Malihabadi
Nazm
fasana-e-adam
mizaaj-e-aatish-e-sozaa.n ko kar diyaa ThanDaa
machaa dii bazm-e-anaasir me.n khalbalii mai.n ne
Jameel Mazhari
Nazm
insan ki fariyaad
suufii bhii ban ke dekhaa aur rind-e-be-riyaa bhii
kar naara-e-anaa-al-haq ik khalbalii machaa.ii
Ghulam Bhik Nairang
Nazm
garmiyan aa gain
dhuup me.n kyaa rakhaa aag par rakh diyaa
saare bachcho.n me.n paidaa hu.ii khalbalii
Jagan Nath Azad
Nazm
ek hindostani ki munajat
har ik samt me.n aaj halchal machii hai
kahii.n bekalii hai kahii.n khalbalii hai
Ghazanfar
Nazm
dua
Daal de merii sadaa se khalbalii ahbaab me.n
bhar de barq-e-zindagii un ke dil-e-betaab me.n
Syed Wahidudeen Salim
Nazm
shikwa
banii aGyaar kii ab chaahne vaalii duniyaa
rah ga.ii apne liye ek KHayaalii duniyaa
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
vaa.iz-e-qaum kii vo puKHta-KHayaalii na rahii
barq-e-tab.ii na rahii shola-maqaalii na rahii
Allama Iqbal
Nazm
KHizr-e-rah
kaT maraa naadaa.n KHayaalii devtaa.o.n ke liye
sukr kii lazzat me.n tuu luTvaa gayaa naqd-e-hayaat
Allama Iqbal
Nazm
nanak
aashkaar us ne kiyaa jo zindagii kaa raaz thaa
hind ko lekin KHayaalii falsafa par naaz thaa
Allama Iqbal
Nazm
hubb-e-watan
kuchh dino.n aish me.n KHalal Daalo
peT me.n jo hai sab ugal Daalo
Altaf Hussain Hali
Nazm
nashat-e-umid
chaTnii se roTii kaa hai jin kii banaav
baiThe pakaate hai.n KHayaalii polaav