SEARCH RESULTS
Showing search results for "khe.nchaa"
Nazm MATCHES FOR "khe.nchaa"
Nazm
aurat
zof-e-ishrat se nikal vahm-e-nazaakat se nikal
nafs ke khii.nche hu.e halqa-e-azmat se nikal
Kaifi Azmi
Nazm
aadmi-nama
aur aadmii hii phirte hai.n rakh sar pe khuunchaa
kahtaa hai ko.ii lo ko.ii kahtaa hai laa re laa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
muflisi
suurat bhii us kii dekh ke mu.nh khi.nch rahe pare
tasviir aur naqsh me.n kyaa rang vo bhare
Nazeer Akbarabadi
Nazm
ek makDa aur makkhi
Gairo.n se na miliye to ko.ii baat nahii.n hai
apno.n se magar chaahiye yuu.n khi.nch ke na rahnaa
Allama Iqbal
Nazm
nau-jawan se
sharaab khii.nchii hai sab ne Gariib ke KHuu.n se
tuu ab amiir ke KHuu.n se sharaab paidaa kar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
hasan kuza-gar(3)
tuu kah uThii 'hasan yahaa.n bhii khii.nch laa.ii
jaa.n kii tishnagii tujhe!'
Noon Meem Rashid
Nazm
mujassama
resha-e-sa.ng se khii.nchii hu.ii zulfe.n jaise
raaste siina-e-kohsaar pe bal khaate hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
hubb-e-watan
paa.nv uThtaa thaa us kaa ban kii taraf
aur khi.nchtaa thaa dil vatan kii taraf