SEARCH RESULTS
Showing search results for "khoshaa"
Nazm MATCHES FOR "khoshaa"
Nazm
farman-e-KHuda
jis khet se dahqaa.n ko mayassar nahii.n rozii
us khet ke har KHosha-e-gandum ko jalaa do
Allama Iqbal
Nazm
ye bachcha kis ka bachcha hai
naa is sahraa me.n KHoshaa hai
naa is sahraa me.n sabza hai
Ibn e Insha
Nazm
id
KHoshaa ki shiir-o-shakar ho ga.e gale mil kar
KHuluus-e-dil hii dikhaane ko iid aa.ii hai
Mohammad Asadullah
Nazm
meri shaeri
tahii-dastii o pastii o KHasta-haalii
baguulo.n se ma.amuur phuulo.n se KHaalii
Hafeez Jalandhari
Nazm
shaitan ka farman
jis mulk me.n yaaro.n ko mayassar na ho wine
us mulk kaa har KHosha-e-a.nguur jalaa do
Asrar jamayee
Nazm
KHayal-e-KHatir-e-ahbab
milaa na haif! Gul-aaraa.ii kaa mizaaj kabhii
mire KHuluus ke ''KHirman ke KHosha-chiino.n ko''
Abdul Ahad Saaz
Nazm
salgirah
dariida u.ngliyo.n se
kaaT kar us ko khilaataa huu.n mai.n dil kaa KHosha-e-naazuk
Balraj Komal
Nazm
mauj-e-dariya
KHosha-e-parvii.n ki hai shaadaab-e-KHuun-e-aaftaab
paaniyo.n me.n lahlahaataa hai ajab andaaz se
Tasadduq Husain Khalid
Nazm
kisan
ba-naam-e-KHosha-e-gandum guhar bhii detaa hai
mire vatan mire kheto.n kii shaan kyaa kahne
Sughra Alam
Nazm
kashmir
parviin hai ye KHosha-e-anguur kaa 'aalam
har KHaar pe bhii hai miza-e-huur kaa 'aalam